Funny Anna Hazare
IT engineer- Hey bhagwan promotion karwa dena
51 rupees ka bhog apke charno me rakh raha hu!!
God- Pagal marwayega kya?
ANNA HAZARE dekh raha hai!
by Pak101.com (few years ago!) / 857 views
Similar Jokes
Ek Aadmi Ne Pappu Se Puchha.
Aadmi: “Beta Tumhari Umar Kya Hai?”
Bachha: “Ji, Ghar Mein 14, School Mein 12, Train Mein 7 Aur Facebook Pe 19 Saal Ka Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Height Of Student Talent:
.
.
Teacher:” U Just Got 5 Marks &
Still U R Laughing..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:” I’m Wondering How I
Got 5 Marks..
I Wrote ‘Hooka Bar’ Lyrics
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife TV Par Cricket Match Dekh Rahi Thi,
Husband Smart Sa Banke Aaya Aur Bola,
Husband: “Darling Main Kaisa Lag Raha Hoon?”
Tabhi Wife Zor se Chillayi: “Chhakkaaaa“
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh asked a Parrot:
“Miyan Mithu Choori khao gay???”
Parrot said:
“Chavllan na maar,ap kadi khadi ay”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kya aapko marne ke baad bhi ladko/ladkiyon ko line maarni hai??……………
“DONATE YOUR EYES”
Ek aache message ko kaise-kaise batana pad raha hai..Kalyug hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
height of irritating
boy-pen h ?
grl-nhi h..
.
.
thodi der baad
boy-pen h ?
grl-bola naa nhi h..
boy-pen h..pen ??
grl-bola naa nhi h..ab pucha toh HATHODA maar dungi..
boy-Hathoda h ??
grl-nhi....
boy-toh phir pen h pen ??
:D:D:p
by Pak101.com (few years ago!)
1 bar santa USA Gya,wahan wo church mai gaya to achank wahn aawaz aai,'Tann' ittefaq se light bhi chali gai santa dar k bola,oye bhago Undertakr aa gya.... :-
by Pak101.com (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.
Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar k 12 bachon mein 1 alag dikhta tha,
Jb uski biwi marnay wali thi to Sardar ne poocha:Ab to bta do ye kis ka hai?
Sardarni: Sartaj,sirf yehi apka ha
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar tujhe bus mein thapad kyun pada? Banta: Pata nahin yaar, meri photo neeche gir gayee thi, maine kaha behen ji zara saadi upar karna photo leni hai.
by Pak101.com (few years ago!)