Beta: Kitni sundar larki hy

Beta: Kitni sundar larki hy

Baap: Beta ye miss hen tumhari maan k brabar hen.

Beta: Haan abba har jagah apna chance lagana , hamen kuch nahin karne dena...;)

by Pak101.com (few years ago!) / 1126 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Aapko isse pehle kabhi heart attack hua thaa kya?

Doctor: aapko isse pehle kabhi heart attack hua thaa kya?
Patient: haa doctor, bichle baar jab aap bill diye the

Nurse: udhaas kyu baite ho sir?
Doctor: dopahar jiska operation kiya tha, woh mar gaya.
Nurse: arey woh to post mortem tha.
Doctor: to main subah kiska post mortem kiyaa tha

by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Jungle Se Guzar Rha Tha

1 Sardar Jungle Se Guzar Rha Tha
K Us Ne Daikha K
1 Sanp Drakht Par Latka Hua Hai…

Sardar:
NIDDO Piya Karo…
Sirf Latakne Se Height Nai Barhti;-)

by Tanveer Hussain (few years ago!)
MQM

Tumhari *Namaz… *Roza… Aur… *Qurbani… Sirf aur sirf…! *ALLAH* Ke liye hein… Magar Yaad rakho…! Khaal sirf aur sirf *=MQM=* ke liye hai…

by Hassan Ali (few years ago!)
Sardar vs dost

Sardar:rat ko 1 admi ne chaku dekha kar loot lia.

Dost:lakin tumhare pas tu hamesha pistol hoti hai.
Sardar:wo me ne li chupa di thi warna wo bi le jata.

by Sabir shah (few years ago!)
Sheikh 2 worker

Sheikh 2 worker:Tumne is saal
Mehnat se kam kia,
Islie 5000 ka Bonus
Cheque de raha Hu,
Agar isi Tara kam karo ge to agle sal ispar sign kardunga.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Darakht pr 6 prinday bethay

Darakht pr 6 prinday bethay thay.Shikari ne dekha Or unn pr fire kia.5 prinday urr gye.
1 betha rha.
.
kioun?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Bus….Badmashi

by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Ye bata aurten

Santa: Ye bata aurten aadmi ke mukable jayada
kyun hoti hain?
banta: are yaar, unki biwiyan jo nahi hoti.
Santa kangaal ho gaya toh apni biwi se kaha-
bachhon ko apni nani ke yaha chod aao aur tum apni
maa ke pas chali jao aur mein aisa karta hu apne
sasural rahne chala jata hu.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah

Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain!

Girl:tum aisi-waisi harkat to nahi karoge?

Boy:bilkul nahi!
Girl:to phir rehne do….

by Pak101.com (few years ago!)
Ghar Ka Apple Pyaz Barabar

Sardar: Ghar Ka Apple Pyaz Barabar

Admi:Bhai Ye Muhavra Murgi Par Hai!

Sardar: Pata Hai Yar
Lekin Hum Log Vegiteriyan
Hai

by Pak101.com (few years ago!)
Shaikh k ghar faqeer

Aik faqeer shaikh k ghar aya aur kaha me Allah ka mehman hun mujhe roti du

shaikh ne faqeer ko pakra aur masjid chor kar kaha ye Allah ka ghar hai

by Sabir shah (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Ek Pagal Khat Likh Raha Tha,

Nurse ka mangetar bari hasra..

Santa chawal kha rha tha

“Lipton di cha hai?”

If Hollywood Movies Were Mad..

Oh sundari

Due To Rain No Match

A Young Naval Student

If Hollywood Movies Were Mad..

Bad Temper Problem

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook