Rajnikant went to world
Rajnikant went to world cooking championship...
Of course rajni won
but guess what he made in finale???
.
.
.
.
.
Lal mirch ki meethi kheer..
by Pak101.com (few years ago!) / 941 views
Similar Jokes
Ek Shadi Mein Achanak
Kahin se Ek JINN Aa Gaya..!
Jinn ko Dekhte Hi;
Larkiyon ki Cheekheyn Nikal Gayin,
......
Wahan par Ek BABA Jee bhi the,
Unhon ne Larkiyon ko Kaha ke:
"Sari Larkiyan Mun'h Dho Len.."
Jab Woh Sab Mun'h Dho Kar Ayin to;
"JINN ki Cheekheyn Nikal Gayin.." :O :-P :D
by Raju (few years ago!)
WARNING ! ! !
This is a VIRUS . . .
When you TURN your phone off it WON'T WORK AGAIN
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher Asked Pappu: Jab Larki Ki Age 18 Saal Se Uper Ho Jaye To Usay Kis Cheez Ki Zarurat Hoti Hai? Pappu: Shanakhti Card(N.I.C) Ki. Ap B Apni Zehniyat Pappu Ki Tarah Saaf Rakhen.
by Pak101.com (few years ago!)
Mareez:dr sahab kia me kuch kha sakta hun?
Docter:han ap meri fees k ilawa suf kuch kha sakte ho.
by Sabir shah (few years ago!)
Urdu ke liye 1 dabayye, English ke liye 2 dabayye.
.
.
.
.
.
.
.
Saala ye to Hindi bolne wale ke sath nainsafi hai..:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Height of gawarpan..
Boy : "kya tum facebook use karti ho.. ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Girl : "nahi
mai bachpan se hi gori hu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Marte Wqt Doctor Se:
Doctor Sahb Hm Apna Dimagh Donate Krna Chahta Hai.
Doctor:
Aap Aaram Se Mar Jaein Agr Hoga To Hm Nikaal Lein Ge :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: kahaa gayaa thaa yaar?
Banta: girlfriend ke saath movie dekhne
Santa: kitna kharchaa huaa?
Banta: 500 Rs
Santa: itnaa huaa kya?
Banta: kya karu? uske paas itnaa hee thaa yaar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: You know, our son got his brain from me.
Wife: You are right, I still got mine with me!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Baba Saxidas Ji Ke Pass Unki Ek Nayi Nayi Bani Bhakt Ladki Jiska Naam Rashii Thha Aayi Aur Pucha.
Rashii: “Baba Ji, Ye Aajkal Ladke Log Mandir Jyada Kyu Jane Lag Gaye Hai?”
Baba Saxidas Ji Muskuraye Aur Bade Pyar Se Ladki Ko Samjhaya.
Baba Ji: “Beta, Kyunki Vo Hi Ek Aisi Jagha Hai Jaha Pooja, Shanti, Aarti, Bhawna, Shardha, Archna, Jyoti, Aradhana, Tripti Aur Mukti Milti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)