Baal vivah
Bankelal k sir pr sirf do hi baal the. ek baal ne dusre baal se kaha - "kyu n hum log vivah kar le or population badaya jaye?" dusra baal bola- "tumko pata nhi hai ki BHARAT me BAAL VIVAH par pratibandh hai."
by Pak101.com (few years ago!) / 1062 views
Similar Jokes
Ek indian ny pathan ko tang karnay k lie uss sy
pocha:
"Pakistanion" aur kutton me kitna farq hau?
Pathan replied: sirf "border" ka.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Kal Aap Ne Girlfriend K Saath Movie Dekhi..??
Husband: Kya Karein,
;
;
...;
;
;
;
;
;
;
;
;
Aaj Kal Ki Movie Biwi Bachon Ya Family Ke Saath Dekhne Laayakh Kaha Hai.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Aji suniye, mujhe kisi mehengi jaga le ke chaliye na ji….
Husband: Chalo, tayyar ho jao…
Guess where he took her….
………
……..
…..
….
…
..
.
.
.
.
Petrol pump!!!
by khalid hussain (few years ago!)
'Pappu: Daddy idhar aa...
Maan: Aise nahin bolte beta, daddy ko izzat se bulate hai.
Pappu: Bapu, izzat ke sath idhar aaja.'
by Asim Raza (few years ago!)
Santa Ko Beta Hua. Use Jyotish Ke Pass Le Gaye
Jyotish:Ye Jiska Naam Pehle Bolega Wo mar Jyega
Baccha Bola "PAPA" Aur Dusre Din Padosi Mar Gya
by Pak101.com (few years ago!)
Husband & wife are like liver and kidney.
Husband is liver & wife kidney. If liver fails, kidney fails.
If kidney fails, liver manages with other kidney
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: UncLe Mai 1 Ladki Se PYaR KaRTa Hu.
.
.
UnCLe: To UsKe BaaP Ko CoFFee PiLaNe LeJa AuR SHaDiKi BaaT KaR,
.
.
.
.
.
.
BOY: UnCLe, CHaLiYe CoFFee PiTe hai:p
by Numan Malik (few years ago!)
NASA Ne 3 Sardar Chand Pe Bheje
Rocket Uda,Par Aadhe Raste Se Vapas Aaya
Jab Sardaron Ko Pucha Gaya To Bole Aaj Amawas Hai,Chand To Hoga Nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Dr Sahab Plastic Surgery karvane me kitna kharcha ayega
Dr:5 lakh
Sardar: Agar 'Plastic' hum de to?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: "Tum GOA ja rahe ho to
mujhe apne sath kyu nahi le
jate?"
.
.
.
Husband: "Are pagli, Koi
Restaurant jata hai to Tiffin
sath le jata hai kya.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)