Why is Salman Khan disturbed
Why is Salman Khan disturbed these days?
Usi girlfriend jawaan ho gayi hai,aur bhabhi badnaam ho gayi hai…!
by Pak101.com (few years ago!) / 1048 views
Similar Jokes
pathan: Dr. sahb 2 saal pehle mujhe bukhar hua tha
Dr:tu ab kiya hua?
Pathan:yahan se guzar raha tha socha poch lon k
ap ne Nahane ko mana kia tha, ab naha Lon?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
girl : if you will try to kiss me main shor macha dungi boy : lekin yahan to dur tak koi nahi hai girl : i know per formality to karni hi padegi
by Mazhar Khan (few years ago!)
Chandi ka ghora sone ki lagam
msg parhne walo ko mera salam
Tea pepsi pine walo kbhi pani b piya kro
fokat k msg parhne walo kbhi msg b kiya kro
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek bar ek male sardar aur uski biwi station gaye, wahan par punjab mail aayi male sardar usme chad gaya aur darwaze se bahar nikal kar apni biwi se bola ki ruk ja abhi punjab female aayegi usme tu ana yeh punjab mail hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Santa found answer to the
most difficult question ever-
What comes first the chicken or the egg ?
O yaar, jiska order pehle doge, vo ayega !
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Advocate :Talak Karvane Ke 5000 Lagenge
Husband :Pagal Ho
Panditji Ne 51 Mein Shadi Karvai Thi
Advocate : Dekha Saste Ka Result..
by Pak101.com (few years ago!)
1st moti aourt 2nd se:ap ko kabi apne mote hone ka ahsas hoya?
2nd:han jb dhobi ne ye kah kar kapre wapas kar diye k hum tabnu nai dhote
by Sabir shah (few years ago!)
Bhikari (Aadmi say) bhayi do ropay ka sawal hai?
Aadmi : Sirf do rupay hi ka kiun?
Bhikari: Mein aadmi ki awqaat deikh kar hi mangta hon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar in Park Sardar park me betha tha.
Friend: Kya kr raha hy?
Sardar: Badla le Raha hoon!
Friend: Kese?
Sardar: Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kr raha hoon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mujrim (Phansi Par Charhney Se Pehlay)
Agar Maa Ki Baat Suni Hoti
To Aj Ye Din Na Dekhna Nasib Hota
Jallad: Kya Kehti Thi Tumhari Maa
Mujrim:
Jab Us Ki Bat Suni Hi Nahi To Kya Bataon
by Pak101.com (few years ago!)