Seeta Ko Haath Lagaya
Lawyer to Santa: Geeta pe Haath Rakh Kar Kaho K...
Santa: Ye Kya, Seeta Ko Haath Lagaya To Court Main Bulaya.
Ab fir Geeta Pe Haath!
by Pak101.com (few years ago!) / 1038 views
Similar Jokes
Samander se keh do apni mojain sanbhal ke rakhy.
Ae dost
zindagi me tofaan lane k lye susral wale kafi hain
by Sabir shah (few years ago!)
Wife:Plz Bike Tez Na Chalao
Mujhey Dar Lag Raha Hai
Sardar:
Agar Tujhe Bhi Dar Lag Raha Hai
To Meri Tarah Ankhein Band Kar Lay
by Pak101.com (few years ago!)
GIRLS POEM.. . .
Husband hamara aisa ho.
.
.
.
pocket me jiske paisa ho.. . .
.
.
..
lambi jiski hight ho..
.
.
.
.
.
Gusse ka wo light ho.. . . . . .
.
.
.
.
.
Jab saas se meri fight ho, toh kahe jaanu tum hi RIGHT ho.
by pinkey (few years ago!)
Exam me teacher ne nakal karne di aur kaha bahar jake
na kehna ki meine nakal karai hai.
Santa : Na jee na hum kahenge sir to bahut kamina tha,
kutte ne seat se hilne bhi nahi diya!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan hospital k bahar zor zor se ro raha tha,
Kisi ny poocha k q ro rahy ho?
Pathan :
20 saal k baad beta paida hua wo bhi
chota sa...:-)
by @irha@ (few years ago!)
Sardar pizza lene aik pizza shop pe geya
Shop wala:
-”sir pizza k 4 piece krney hain ya 8?”
Sardar:-
4 kar de yar Pata nai 8 khadey v jandey ne k nai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Ki Mah Ki Death Ho Gai,
Ek Saal Bad Sardar Ka Baap America Sa Wapis Aya,
Us Na Poucha Teri Mah Kahan Ha,
Sardar Bola Wo To Pichlay Saal Hi Mar Gai Thi,
Sardar Ka Bap Ronay Lga Or Bola
Kuttay,Kaminay To Tu Na Mujhay Btaya Q Nhi,
Sardar Bola,
Me Na Socha Surprise Don Ga…;->
by Pak101.com (few years ago!)
Arz kia hai
are sardi itna na itra
agr,
agr himat hai tu june me aa
by Sabir shah (few years ago!)
Girl: Ye jo Samnay Larka betha hai mujhe ek Ghantay se Pareshan kar raha hai.
Waiter: Lekin woh to aapki taraf dekh bhi nahi raha.
Girl: Yehi to Preshani hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy to Girl’s Father:
Its Just A Formality,
But I Still Ask,
Can I Marry Your Daughter’?
Father:
Who Told U Its Just A Formality’?
Boy:
The ‘Gynecologist’..
by Pak101.com (few years ago!)