Baghair Chhat Wali Car
3 Bachay Aapas mein Batein Kar Rahe Thay:
Pehla Bacha: Main Bhooray Rang ki Car Longa Q K Mere Abbu k Baal Bhooray hain.
Dosra Bacha: To Mai kaali Car longa Q K Mere Abbu k Baal Kaale hain.
Teesra Bacha: Main To Baghair Chhat(Roof) ki Car lon ga
Q K Mere Abbu to Ganjay hain. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1050 views
Similar Jokes
1 Aalu ne Bhindi k number pe I love u ka msg bheja,
Bhindi ne use phone kar k bura bhala kaha aur boli:
Shut up,
Tum itne mote aur main Slim and Smart..”
Aur aalu ka dil tod diya…
Aalu ko bahut dukh hua or us ne fir itni sabziyan fasaayi ki Aaj aap khud hi dekh lo,
Aalu-Ghobi,
Aalu-Bengan,
Aalu-Shimla mirch,
Aalu-Palak,
Aalu-Matar,
Aalu-Gajar
Aur Bindhi us din se aaj tak akeli hai..
MORAL:
MAT KAR ITNA GURUR SURAT PAR AYE HASEENA
MAT KAR ITNA GURUR SURAT PAR AYE HASEENA
TERI SURAT PE NAHI HUM TO TERI SADGI PE MARTE HAIN…
by Pak101.com (few years ago!)
Sadak Ke Bich Mein Accident Hua Pada Thha Aur Bahut Bidh Ikathi Thi
Khan Ji Ko Dekhne Ka Moka Nahi Mil Raha Tha
To Khan Ne Dimag Lagaya Aur Zor Se Chillaya,
Jiska Accident Hua Vo Mera Baap Hai
Dur Hato, Ye Mere Daddy Hai
Bhid Piche Hati, Jagha Bani To
Khan Ne Dekha Ki
Ek Gadha Mara Pada Tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh ki wife beemar thi,
Light nai thi candle jal rai thi
Shkh: Doctor ko lenay ja ra h0on,
agr tumhe lagay k tum nai bachogi to yad se candle bujha dena..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Ladki Ne Ghar Se Bhaag Ke Shaadi Kar Li.
Do Din Baad Wo Rote-Rote Ghar Waapis Aayi.
Baap Ne Ye Dekha Aur Gusse Se Puchha
Baap: “Ab Kyun Aayi Ho Yahaan?”
Ladki Rote Hue Boli: “Papa Wo BMW Ka Driver Nikla, Iphone Bhi China Wala Nikla“
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: yesterday-night I saw a dream
That u were sending me
Jewelery and clothes!
Husband: yeah, I saw
your dad paying the bill !!!
by Pak101.com (few years ago!)
dad-exam kaisa hua?
son-Q. no 1 chhut gaya. 3 ata nahi tha. 4 karna bhul gaya. 5 nazar nahi aaya.
dad-Q. no 2 ? son-bas wahi galat ho gaya.. (-;
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Passport Bnwany Gya,
Clerk: NIC Do,
Pathan Ne Biwi Ka NIC Dia.
Clerk: Biwi Ka Nahi Apna Do.
Pathan: Kal To Hmko Bola Tha K..
“NADRA” Ka Ly Kr Aao…
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi : Bhagwan jab Akkal Baat Rahe thhe Tab Tum Kaha Thhe
Husbnd : Me Tumhare Sath Shaadi Ke Fere Le Raha Thha
by Mazhar Khan (few years ago!)
How can a Sardar Kill a Lion?
Sardarji thinks N thinks hard & comes to a conclusion: I'll drink poison n let lion eat me. O' bolor ta ra ra.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ek Jyotish Ke Paas Kundli Dikhane Gaya.
Jyotish: Tera Naam Santa Singh Hai?
Santa: Ji Maharaj
Jyotish: Tujhe Do Ladki & Ek Ladka Hai?
Santa: ji Maharaj
Jyotish: Tune Abhi 10 Kilo Chawal Kharide Hai?
Santa: Haan, Oye Aap To Antaryami Ho
Jyotish: Bete Agli Baar Aana, To Kundli Lana Ration Card Nahi
by Pak101.com (few years ago!)