1 Sardar Jungle Se Guzar Rha Tha
1 Sardar Jungle Se Guzar Rha Tha
K Us Ne Daikha K
1 Sanp Drakht Par Latka Hua Hai…
Sardar:
NIDDO Piya Karo…
Sirf Latakne Se Height Nai Barhti;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 912 views
Similar Jokes
Facebook pe kisi ladki se chat
karne se
accha...
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
,
.
.
.
. .
,
.
.
Kisi Kutte ko patthar maaro...
Atleast dhang se
reply to karta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ka Jurm Sabit Ho Jane Per Judge Usse Kehta Hai.
Judge: “Tumhara Jurm Sabit Ho Chuka Hai, Kal Tumhe Fansi Pe Chadhaya Jayega”
Santa Gabra Ke: “Woh Toh Thik Hai, Lekin Ye To Batao Utara Kab Jayega?“
by Pak101.com (few years ago!)
A friend asks sardar how was ur exam
Sardar: It was ok but i couldnt answer past tense of THINK. I thought thought & finally i wrote THUNK
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dilchasp Duaen”
Papu ko Dua Mili K Sada Hansty Muskraty Raho,
Aj Wo Pagal Khany Mein Hai…
Ajmal Ko Dua Mili K Dunia Tere Ishary Pr Chaly ,
Aj Wo traffic Constable Hai…
Tipu ko Dua Mili K Teri Zindgi Mein Phol Khilty Rahen ,
Aj Wo School Mein Mali Hai…
Bublo Ko Dua Mili K Sada Chamkty Raho ,
Aj Bablo K Sar Pe 1 B Bal Nai Hai…
Najma Ko Dua Mili K Hamesha Logon K Dokh Dard Mein Kam Aao,
Aj Wo Nurse Hai…
Ap Bolo Apko Kon C Dua Di Jae ?
Bara Kehty Ho K Duaan Mein Yaad Rakhna…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Aadmi Jyotishi Se- Meri Shaadi Kyon Nahin Ho Rahi Hai.?
Jyotishi- Kaise Hogi.. Kundli Mein Sukh Hi Sukh Jo Likha Hai.!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apne Bete Se-Kya mai Tumhari padhne me help karu
Beta-Nai Dad,Mai Bina Apki Help ke hi fail hona Chahta Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Fakeer: 1 Rupia dede Baba
Aadmi:
Sharam Nai Ati itnay hattay kattay khubsurat nojawan ho k bheek mangtay ho
fakeer:Acha pher apni behan ka rishta day de.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar Mai bhaut Pareshan hu
banta: Kya hua?
Santa: Yaar shubha se koi
Battery Low se miss call kar raha hai or No. bhi nahi aa raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
~ 1 intersting
Joke Reply with
YES/NO
Yes.
Kia tmhary ghar walon ko pata hy k tum pagal ho.?
Ans=
Yes \ No
Reply must
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher:-
"Main Teri Jaan Nikal Dungi"
Iski English Kya Hogi.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Student:- English Ki Aisi Ki Taisi,
Tu Haath To Laga Ke Dikha....:P
by Raju (few years ago!)