Ishq aur Pyar
SIR: ISHQ Aur PYAR mein kya farak hai?
Student: Sir Pyar vo hai jo aap apni beti se karte hain,
Aur Ishq vo hai jo main aapki beti se karta hun.
by Pak101.com (few years ago!) / 864 views
Similar Jokes
Urti Chirya Kay Parr Gin Na
Hum to udti chidya k bhi par gin lete he,
Pathan: Is me mushkil hi kiya hai
2 hi to
hota hein
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan ki Flight ma tabyat Kharab ho gai to Air hostess ne pucha:
"Are you suffering from Fever?"
.
.
.
Pathan: No, I'm Gul Khan from Karachi 2 Peshawar.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Yar muje Major Rohail ne social work krne Pr
bohat mara.
Batna: Social Work?
Santa: Han, me ne qabristan k gate pr Welcome ka
board lagaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Biology Ki Miss:
Grlz
Can U tell me Exactly,
where is ur heart?
All Grlz
Shouted Loudly:
“MUSHTAQ”
K
PaaSs!
Teachr Smiles
&
Says:
Mera B..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kal rat mere dost k Dadaji Uske
spne me aye or kaha "Baccho dil
khol k paap kro.
Q ki nark me
bilkul Jgah nhi hai. Hm khud
diwaro pe baithe hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pati Apni Patni Ka Janaza Le Ja Raha Tha.
Janaze Ke Aage Ek Kutta Aur Peeche Aadmiyon Ki Lambi Line Thi.
Ek Aadmi Ne Ye Dekha Aur Jab Uski Samajh Mein Na Aaya Ki Ye Kya Chakkat Hai To Jaakar Pati Se Puchha.
Aadmi: “Bhai Sahab Ye Sab Kaise Hua?”
Pati: “Ye Jo Kutta Hai, Is Ne Kaat Liya Tha”
Aadmi Ne Kuch Socha Aur Bola: “Ye Kutta Ek Din Ke Liye Udhar Mein De Do”
Pati: “Jarur, Par Peechhe Line Mein Lag Jao“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ka Padosi Mar Gaya.
Wo Uske Ghar gaya or pucha- Body aa gai kya?
Tabhi Body lekar Ambulance aa gayi.
Santa-Lo Batao, kitni Lambi umar hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan ki wall clock khrab ho gai
clock ko khola to Andar MACHAR mara para tha
Pathan:
O khana khrab ye chlay ga kyse?
Eska to DRIVER hi mara pra hy…!’
by hearthackervsgirls (few years ago!)
What is the difference between Monkey & Donkey ?
Monkey saves this message &
Donkey deletes this message.
Choice is yours
by Abdul Hannan (few years ago!)