Kya Mast Joke Bheja Hai
Ek Baar Main Office Mein Betha Hua Tha, Mere Boss Ka Ek Sms Aya
Oye Koi Achha Sa Joke Bhej
Maine Reply Kiya: Sir Abhi Main Kaam Kar Raha Hun, Kuch Der Baad Bhejta Hun
Boss Ka Reply Aya
Abe Kya Mast Joke Tha, Aur Bhej
by Pak101.com (few years ago!) / 1029 views
Similar Jokes
Snta-Yaar lag rha hai mujhe bird flue ho gya he.
Banta -Tuje kaise pata?
Snta-Yaar mera kal se udne ko man kar raha he..
by Pak101.com (few years ago!)
3 Sardar Bed Pe So Rahe Thay.
Un Teeno Ko Jagah Theek Se Nahi Mil Rahi Thi. Phir 1 Sardar Bed Se Neeche Late Gya
2nd Sardar: Oye ! Ab Jagah Hogai Hai,Upar Aaja!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek bacha exams mai fail ho gaya aur ghar aa kar zor zor se rone laga.
Baap ne us ko chup karwate hue kaha: Beta, sabr karo, tumhari qismat mai yahi likha tha.
Bacha (jaldi se) : Jee Papa, yeh to acha hua ke mai ne sara saal kuch nahi parha,warna sari mehnat zaya ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Major Rohail ne 20/20 match dekhne ka acha intazam kya tha.
Cola, BBQ, LCD, Speakers, Chips.. Match ka maza aagya
Pathan: Lo G khak maza aya
"NASWAR" to tha he nahi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Trafic polic 3 pathanun ko aik bike pe dekh kar rukne ka ishara kia;->
aik pathan chalti bike se:are pagal ho gaya hai kahan baithe ga
by Sabir shah (few years ago!)
Teacher: Tumhare Abbu ka kya naam hai?
Pathan: Google Khan
Teacher: yeh kaisa naam hua?
Pathan: hum jahan b hota hai, wo humko dhoond hi leta hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Munnabhai : Ye Circuit !! Sala apun ke desh ko
kaun chala rahela hai ?
Circuit : Bhai….bole to apun ka desh to
SMS chala rahela hai….
Munnabhai : Abe kya bak raha hai?
Circuit : Bhai …sahi bola apun NE…SMS bole to …
Sardar Manmohan Singh !!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police Officer Bachey Se:Beta Kia Tumhare Abu “Al Qaida” Me Hain?
Bacha: Uncle! Mujhe Abu Ka To Pata Nahi! Per Main
.
“Noorani Qaida” Pe Hoon!
by HAQ (few years ago!)
ek ladka dusre ladke se kahta hai- aaj maine railway station par khari train ki sarihowo nikL DI.
DUSRA- WELL, wahi train hamari shop par pincer judwane aayi thi.
by Pak101.com (few years ago!)
Sadar USA mein tha.
1 building mein aag lag gae.
Sardar Fire Brigade se:Tum logo
ko Nechey Phainko main Catch karon
ga.
Pehle 1 Larka aya phir larki phir
admi phir aurat Sardar ne sab ko
pakar liya
Phir 1 Habshi aya to Sardar ne
chor diya aur bola:
O kanjro jehray sarr gaye ne O
te na Sutto…!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)