Muhbt Nakam ho Jaye Tab Bhi

Muhbt Nakam ho Jaye Tab Bhi Anso Nikaltay Hyn.
Or Agr Muhbt Kamayab Ho Jaye Tab Bhi Anso Hi Nikaltay Hain


by Pak101.com (few years ago!) / 898 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Height of dreaming:

Height of dreaming:
Last Night Bill Gates
came in my dream and said
.
.
.
Yaar Farhan…
teray pas windows xp ki CD hai?
kal wapas kar dun ga…

by Pak101.com (few years ago!)
Patni Aapne Pati Se- Dekh Lena

Patni Aapne Pati Se- Dekh Lena Tumhe Nark Mein Bhi Jagah Nahi Milegi..

Pati- Achcha Hai, Mai Bhi Har Jagah Tumhare Sath Nahi Jaana Chahta.

by Pak101.com (few years ago!)
Titanic Ke Sath Santa Bhi Dub Raha Tha,

Titanic Ke Sath Santa Bhi Dub Raha Tha,
Our Has Bhi Raha Tha.
Banta: Oye Kyu Hass Raha Hai?
Santa: Shukr hai maine return ticket nahi kharida.

by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar rishta mangne gaya

Sardar kesi larki ke ghar reshta mangny gia
.
Larki ke ghar walon ne kaha ke hamari baiti abhi parh rahi hai
.
Sardar: Koi bat nahi, mai 1 ghanta baad ajawonga !

by hearthackervsgirls (few years ago!)
girl friend bhi saath hai.

Bhikari: Baboo 10 Rs. ka sawal hai, chaay (Tea) peenee hai.

Aadmee: Lykin chaay tu 05 Rs. ki aati hai.

Bhikari (sharmatay hoay): Woh meri girl friend bhi saath hai.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor sahib mujhy door ka nazar nahi ata

Mareez: Doctor sahib mujhy door ka nazar nahi ata !
Doctor: Asman par dekho, wo kia hai??
.
Mareez: Chand
Doctor: abhe es se agay kia farishty dekhega??

by Pak101.com (few years ago!)
Mubarik ho

Nurse :
Mubarak Ho ! Sardarji..
Aap Papa Ban Gaye”
Sardarji :
Meri Wife Ko Nahi Bolna..
Main Usey SURPRISE Doonga..!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Masjid k liye chande ki apeal ho rhi thi

Masjid k liye chande ki apeal ho rhi thi,
1 admi khara ho k kehta he me bulb lgva donga.

Dosra: Me tube lgva donga.

Pthan josh me a k kehta he me cable lagva donga!

by Abdul Hannan (few years ago!)
Income Tax Officer Hans Raha Tha

Income Tax Officer Hans Raha Tha.
Clerk Kya Hua?
Officer Mal ika Sheravat Ki File Hai.
Clerk To?
Officer Kapde Pehenti Nahi Aur Laundry Bill 11lakh Bataya Hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Ghar me namak khatam ho gaya

Wife-Aji sunte ho ghar me namak khatam ho gaya h
daal me kya daalu.

husband-Dimaag to h hi nhi
naya colgate active salt daal de
usme namak hai..

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook