Income Tax Officer Hans Raha Tha
Income Tax Officer Hans Raha Tha.
Clerk Kya Hua?
Officer Mal ika Sheravat Ki File Hai.
Clerk To?
Officer Kapde Pehenti Nahi Aur Laundry Bill 11lakh Bataya Hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1054 views
Similar Jokes
Train mein 2 aadmi safar kar rahe the...
1st : Kahan se aa rahe ho?
2nd : Chandigarh se
1st : Wahan se toh mai b aa raha hu. Chandigarh
me kahan
se aa rahe ho?
2nd : Sector 41 se
1st : Wahan se toh Mai b aa raha hu ye btao Sector
41 mein
kahan se aa rahe ho?
2nd : Sector 41-A se
1st : Wahan se to Mai bi aa raha hu ye batao
Sector 41-A se
kis ke ghar se aa rahe ho?
2nd : Gautam sahab ke ghar se
1st: Wahan se toh Mai bi aa raha hu acha ye batao
kahan ja
rahe ho?
Aas paas k musafiron ne tang aa ke kaha aakhir
tum dono ho kaun..??
Dono aadmi : Hum dono bhai hain, bas time pass kar
rahe
hain :P :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ullu aur shohar main kya Farq hota hai?
Shohar ko asani se Ullu banaya ja sakta hai…
jabki, Ullu itna ullu bhi nahi hota ke Shohar ban
jaye!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: I Love U,
Girl: Main B Tum Se I love U
Kahon to Kya Karo Gay?
Boy: Khushi Se Mar Jaon Ga,
Girl: Ja Pagle Nahi Kehti.
JEE Ley.
Zindagi Na Mile Gi Dobara.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Train M Sawar GOLU:Thookna H,Kaha Thooku
MOLU:Agle Aadmi Ki Jaib Me Thook
G:Use Pata Chala To
M:Jb Maine Teri Jaib Me Thooka To Tuje Pta Chala
Tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy: Me 4 years ka hu, aur tum?
Girl: Me bhi 4 years ki hu
Boy: To fir chal na, sharmana kya?
Girl: kaha?
Boy: Polio ki dawai pine...
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Suppose, I give you 2 dogs. Then I again give you 2 dogs. How many will you have?
Student: 5
Teacher: How?
Student: I have a dog in my house now.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Dekh Ke Roop Tera Suhana
Yaad Agaya Dadi Amma
Ka Khil Khilana
Itni Ho Gayi Ho Tum Purani
Ab To Bas Kardo...
Ladko Ko Patana...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar ki bevi:
Rat kafi ho gae he par sardar g nae ay,
zrur koe larki ka chkr hai sardar ki
mother: Hmesha bura hi sochna,
kya pta ksi truck k niche a gaya ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
NeW sTyLe 2 PrOpOsE a GiRl
Dekho me nhi chahta k mera beta bara ho k tmhari
beti ko line maray
Bura lagega
Agar Tum han karo to dono ko bhen bhai bana dete
hen
by Tanveer Hussain (few years ago!)