1 Rupia dede Baba
Fakeer: 1 Rupia dede Baba
Aadmi:
Sharam Nai Ati itnay hattay kattay khubsurat nojawan ho k bheek mangtay ho
fakeer:Acha pher apni behan ka rishta day de.
by Pak101.com (few years ago!) / 936 views
Similar Jokes
Pathan 1: Yaar soraj raat ko kion nahi nikalta?
.
Pathan 2: Kia pata nikalta ho, agar, etny andhairy mai kis ko dekhayi dega !!
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pathan pizza hut gya to waiter ne pizza
la k rkh dia. pathan 1 ghantay tak betha raha phr chillaney lga k
O khocha nan rakh k gya hai salan tmhara Baap layega.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Traffic police chalan book nikaal ke bola: 'Naam bol?'
Ladka: Galti ho gaya Sir...
Police: Naam Bol
... ... ... ... ...
Ladka: Sorry sir Iss baar jane do...dobara nahi hoga
Police: Naam bol
Ladka: "Trikulavattyy Thekkeparambli Venkateshwara Swami"
Police (book band karke): "Agli baar gaadi dhire chalana!" :D
by Pak101.com (few years ago!)
Mohabbat Main Dolat Ki Koi Ehmiyat Nahi
Phir,
Har Larki K Khawab Main Shehzada Kio Hota Ha?
Kabhi Suna K Meray Sapno Ka Conductor,
Mujhay Lenay Aaye Ga? :/
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ramu K.B.C (Koun Banega Krorepati) Se Apni Maan Ko Phone Lagata Hai Aur Apna Question Poochta Hai.
Ramu: “Maan Main K.B.C Se Bole Raha Hoon Mere Baap Ka Naam Batao Jaldi?”
Maa: “Sawal Kitne Rs. Ka Hai Beta?”
Ramu: “1000/- Rs. Ka Maa”
Maa: “Quit Kar De Beta 1000/- Rs Ke Liye Ghar Mein Kalesh Thoda Karwaungi“
by Pak101.com (few years ago!)
Son: Mom, when I was on the bus with Dad this
morning,he told me to give up my seat to a lady.
Mom: Well, you have done the right thing.
Son: But mum, I was sitting on daddy's lap.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Faqir:10rs dedo chai peyonga Seth:chai to 5 ki
hai.....Faqir: Girl friend ko b pelaonga.....Seth:
Faqiro ne b Grl Friend banalin.....Faqir:nahi saab
Girl Friend na Faqir bana dia ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ye Dil buhat udas hai,
Koi apna nahi paas hai,
Har waqt boring sa ehsaas hai,
Zara apni wali ka Number to dena,
Suna hai bhabi buhat “jhakkas” hai……..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa- yar tere our bhabhi ki jodi to Ram-Sita ki jodi hai.
Banta- kahan yar, na to yeh dharti me samati hai our, na he ise koi utha k le jata he..
by Pak101.com (few years ago!)