monkey lost
An Intellignt Monkey is Missing from the Zoo.!
.
Its Name Is..
Is..
Is..
Is..
Is..
Is..
Is..
Is!
.
.
.
Dont Worry
It Is Not U,
.
.
.
It Is Intelligent
by Abdul Hannan (few years ago!) / 897 views
Similar Jokes
Gabbar: are oh sambha ye kon log he jo SMS nahi karte
Sambha: sardar ye woh log hai jo miss call karne ke bad b balance check karte hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SANTA: Boss Maine Galati Nhi Kiya.
Fir B Aap Muje Saza Q De Rahe ho?
Ajit: Idiot,Zamana Pre-Paid Ka Hai
Pahle Saza Bhugato,Baad Me Galti karo..
by Pak101.com (few years ago!)
Aik restaurant mein gahak nay shikayat ki keh mein gosht ka yeh parcha mosalsal 40 minute say katnay ki koshish kar raha hon magar nakam hon.
Aap pareshan mat hon! Behray nay itminan say jawab di restaurant aik bajay tak khula rahe ga.
Yar pareshan kiun ho? Hostel mein rehnay walay aik larkay nay doosray say poocha.
Woh bola kia bataon yar! Ghar khat likha tha keh table lamp khareedna hai paisay bhej dein lekin inhon nay table lamp hi bhej dia hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A girl was thirsty.
She saw an ALA-DIN Chairagh beside her
She touched & ordered jin k meri pyas bhujao
JIN: “PEPSI wali ua IMRAN HASHMI wali”?
SUBMITTED BY: Syed Muhammad Akbar
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa:-ye chaaku kyon ubaal rahe ho?
Banta:-aatnhatya karne ke liye.
Santa:-to isme ubaalne ki kya zaroorat hai?
Banta:-are yaar kahin infection na ho jaae.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladka apni dilruba se poochta hai, "Kya pyaar karna paap hai?"
Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai, "Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai"
by Pak101.com (few years ago!)
# Pathan: Yar Kal Abba Ne Bohat Mara.
2nd Pathan: Kyon?
1st Pathan: Kuch Nahi,
Main ne Bas Itna Poocha Tha,
“Kaminey” Film Dekhne Chalen
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar ke radio me kuch problem ho gayi to aur kharab ho gaya
Usne radio khol kar dekha to ek mara hua chuha mila
Ye dekh kar sardar gussa ho gaya aur bola : Ye chalega kaise?
Sala singer hi mara pada hai
by Pak101.com (few years ago!)
Gabber sInGH nE jab JaNam LiYe To UsKi Maa usKo
mAar rAHI Thi...
Nurse:Q MaR rHi ho??
mAA boLi: kamina jb se Paida HwA Hy, ake hI Baat
Puch rHa He..??
.
.
... .
.
.
Wo kitnay Admin thay.....
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Zameen par rehne wali janwer bacche deti hai, Hawa mein urne wali andey deti hai!
Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bacche bhi deti hai??
Student: “Air Hostess!”
by Pak101.com (few years ago!)