Ab mai kisi ladki ke saamne shaadi ki
Santa- “Ab mai kisi ladki ke saamne shaadi ki
baat nahi rakhunga”
Banta- “Kyo… Kya phir kisi ne mana kar diya?”
Santa- “Nahi yaar, ek ladki ne sweekar kar liya hai”
by Pak101.com (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
Sardar: Apki gari (car) ka naam kia hai
Lady: I don't remember it name now but its starts with "T"
.
Sardar: O that's good.. hamari gari tu Petrol se start hoti hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar Pathan se:
Khan sahab ap larki k bajaye larko se sex kyun karte hain,
Pathan: O sardar ji
Mard ka muqabla Mard se hona chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de.
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer: Begam Sahiba aap k paas bhhokay k lye khana hai?
Begam Sahiba: Haan hai lekin bhooka abhi daftar se wapis nahi aya
by Pak101.com (few years ago!)
2 Choohay Darakht Pe Bethay The
Neechay Se Aik Hathi Guzra
Aik Chooha Hathi Pe Ja Gira
Dosra Chooha Bola
Daba De Salay Ko
Me Bhi Aa Raha Hon…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 sardarni dusri sardarni se: Meri 20 sa
1 sardarni dusri sardarni se: Meri 20 saal tak koi olaad nai hui
Dusri sardarni: Phir ?
1st sardarni: Phir kia, jab me 21 sal ki hui to abu ne meri shadi kar di
aaj Mola k fazal se 3 kake hain.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Wife--Suna hai swarg me husband aur wife ko sath me nahi rahane dete....?
Husband--pagli,tabhi to use swrg kahate hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Children
Exams Are Nearing
If U Have Any Doubt U Can Ask Me..
Santa: In Which Printing Press
The Question Paper Are Printed..?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar asked The Qualification from a Girl.
Girl Replied:
“Double M.A”
.
.
Sardas Asked:Kyun Pehla Galat Ho Gya Tha?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek chooha sharab k glass me gir gaya.
Wahan se ek billi guzri to usne billi se kaha k mjhy
yahan se nikalo phir chahy mjhy kha jana.
Billi ne laat mari glass gira diya.
Chooha nikal kr bhaga or bil me ja kr khara ho gya
Billi na kaha jhooty, dhoky baaz tm to keh rahy thy
k mjhy nikalo beshak mjhy phir kha lena…
Chooha Muskuraya
Or Bola
Jaan naraz mat hona
Us waqt main Nashy me tha.;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)