SANTA ki 1 tang ki haddi toot gayi
SANTA ki 1 tang ki haddi toot gayi
Hospital gaya to waha 1 admi ki dono tange tooti dekhkar bola
"Kya aapki 2 biwiyan he"
by Pak101.com (few years ago!) / 949 views
Similar Jokes
A Girl Sitting In Examination Hall With Sardar Ji
Girl: Sardar Ji Mein Tuwadi Nakal Mar Laa?
Sardar: Ahoo To Meri Nakel Maar Lay Fair Mein Teri Asal Mar Lawa Ga…
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: My Father Dug The Suez Canal
Banta: That’s Nothing
Have You Heard Of Dead Sea?
Santa: Yes, I Have
Banta: My Dad Killed It
by Pak101.com (few years ago!)
Munna bhai : Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aaya?
Girl : Ullu toh raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada?
by Pak101.com (few years ago!)
kal main ne hawksbay per dekkha, 4 addmi ne eik saat sumander main chalang lagaye magar sirf eik ke baal gheley howe. ye kase mumkin hai
baqi 3 ganje they
by Pak101.com (few years ago!)
MAMU: Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath aa rehla hai.
MAMU KA DOST: Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan raat ko Machardani laga kar so raha tha: Achanak ek Jugnoo aa nikla.
.
.
.
.
Pathan: Lo ye khocha machar humko Torch le kar dondh raha hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1985 me Guest Ghar aate hi:
Kia Haal Hai, Papa kaise hai, Bache theek hai?.
2010 Guests Ghar aate hi:
Patli pin wala charger hai
by Pak101.com (few years ago!)
Bachhe Mun k sachhe..
Boy to his mom:”Mumma mai kaise paida hua.. ??
.
Mom:”Maine 1 bartan me mitti daal kar rakh di,
kuch din baad usme se tum mujhe mile..
.
Bache ne aisa hi kiya..
Ab kuch din baad usne jakar dekha to usme 1 mendak tha..
.
.
Bacha:”gusse se dil to karta hai ke Saale..
tujhe goli mar du, par kya karu ??
Aulad hai tu meri..:p :O
by Abdul Hannan (few years ago!)
Customer :
Bhai Kab Se Wait Ker Raha Hoon
Khana Abhi Tak Tayyar Nahi Howa?
Hotel Wala :
Sir Kahana Tu 3 Din Pehlay Se Tayyar Hai Bas Gharam Ho Raha Hai
by Pak101.com (few years ago!)