Yaar mai kuch bhi karta hu
GOLU:Yaar, mai kuch bhi karta hu to meri biwi beech me
aa jati Hai
MOLU:Yaar,tu car chala kar dekh
by Pak101.com (few years ago!) / 1037 views
Similar Jokes
Inspector to Banta: Faansi se pehle, bata teri antim ichha kya hai?
Banta: Mere pair upar aur sir neeche kar k faansi de do..!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Mere Pass Gaddi Hai, Banglow Hai, Paisa Hai.
Tumhare Paas Kya Hai?
Banta: Mere Pass Bhi Gaddi Hai, Banglow Hai, Paisa Hai.
.
.
.
Santa: To Saaley Apni Maa Kiske Paas Hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Children
Exams Are Nearing
If U Have Any Doubt U Can Ask Me..
Santa: In Which Printing Press
The Question Paper Are Printed..?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Urdu teacher:wo dekho samne aik khob surat larki khari hai is ko apne afaz me byan karo.
Studant:wo dekho dosto tumhari bhabi khari hai
by Sabir shah (few years ago!)
Santa ne English Speaking me admission liya or us se Kaha gya k Koi acha Eng Sentence Bolo
Snta:Josh me Bola
I shall Never Die b4 My death...
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: main tmare lia asman se taray tor k la skta
hu
girl: ye to aam bat hay. Agr scha lv krte ho to
utility store se cheeni la k dikhao :-P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
parda tu hosh walaalon say kaiya jaata hai faraz.
be naqaab chaley aao hum tu nashey main hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 sharabi let kr gaane ga raha tha.. 2-3 gaane ga kar wo ulta let kar gaane laga..
Dusra sharabi ne pucha: Yaar ulta let kar gaane kyun gaane laga..
Sharabi: Pehle A side thi ab B side hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladka apni girlfriend se milne gaya, kuch baat ke baad uski girlfriend chaye(tea) banane ke liye kitchen chali gayi.
Girlfriend ka mobile sofay pe dekh kar larky ne socha ke chalo dekhte hai mera number iss ne kis naam se save kya hai?
Dear, Sweetu ya Jaanu.
Jab usne misscall di toh screen pe likh raha tha..
"Murga No.5? Calling"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan Cycle chalate aur gungunate howe kahin ja raha tha rastae mein ek aurat se takra betha.
Aurat chilla kar boli, “Break nahi maar sakte they kya ???”
Pathan herat se… “Pora cycle mar deya abhi break mar kar kia faida.”
by Pak101.com (few years ago!)