Ek baccha mummy se pitne ke
Ek baccha mummy se pitne ke baad apne papa se :
Papa kabhi aap Africa gaye ho ?
.
.
.
Papa: nhi beta ..
.
.
.
Baccha: fir itni khofnak item kahan se le aaye...!!
by Pak101.com (few years ago!) / 1164 views
Similar Jokes
sorry kal rat ko msg nhi kr saka police
ne pakad lia tha "murder case mai
maine ek ladki se kaha mujhse shadi
karogi to
?
? ?
khushi se hi mar gayi pagli?
by khalid hussain (few years ago!)
Plan For Future:
Teacher asks children, what do u wish 2 do in future?
Ahmed : I want 2 b a pilot.
James : I want 2 b a doctor.
Swati: I want 2 b a good mother.
Asif : I want 2 help Swati.
by nadeem (few years ago!)
Agar 3 Din Tak Subha Nend Se
Jaag Kar Kangha Na Kia Jae
T0
Hair Style
"Rehman Malik"
Jesa Ho Jata Hai..
"Veena Returns"... ;->
by Usama (few years ago!)
?1 Chunti Hathi K Upar Baith Kr Ja Rahi Thi.
Raste Me Kacha Pull Aa Jata Hy.
Usy Daikh k ChuÑti Boli
.
.
Janu! Cross Kr Lo Gy Ya Me Utrun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher : santa, why are you doing your maths multiplications on the floor?
Santa : You asked me to do it without using tables.
by Pak101.com (few years ago!)
Pati: Aaj Meri Kisi Ne Jeb Kaat Li.
Patni: To Tumne Police Main Report Ki.
Pati: Nahi Maine galti Kar Di.
Patni: Wo Kya??
pati: Jeb Katne Ke Turant Baad Main Darji Ke Pass Chala gaya.
Parti Chal Rahi Thi,Reena Ne Pati Ko Ungali Se Apni Or Aane Ka Ishara Kiya,Pati Ne Aakar Poocha,Kya Koi kaam Hai
Patni: Nahi Main Dekhna Chah rahi Thi Meri Ungali Main Kitni takat Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:me zindagi bhar kbi shadi nai karun ga
aur
yahi mashwara apne bchun ko bi dun ga.
by Sabir shah (few years ago!)
Humara khwab bhooka nanga Punjab her qadam khud kushi ki jaanib baat to ehsaas ki hai. Cycle per mohar lagayain @ ch. Azab-e-elahi.
by Abdul Sami (few years ago!)
Wife on call:"hey baby, what r you
doing.....??
.
Husband:"office - me bahut
kaam hai bus nipta
ke aata hu. ..and u
sweet heart....??
.
.
.
.
.
wife:"mai club me tere piche
khadi
hu...:p :O :D :D
by Pak101.com (few years ago!)
Bandar ka vayapari ek admi se bola-aapne bandaro ke trak ko yahan se jate huye dekha hai kya..
Admi-aap usme se gire hai kya..
by Pak101.com (few years ago!)