GOLU apni billi ko lekar
GOLU apni billi ko lekar exam dene ja raha tha.
MOLU:-ye billi ko lekar kha ja rhe ho.?
GOLU:-exam dene.
MOLU:-koun sa..?
GOLU:-"CAT" ka.
by Pak101.com (few years ago!) / 1154 views
Similar Jokes
Sardar Was Busy
Removing A Wheel From His Auto
A Man Asks Sardar Why Are You Removing A Wheel
From Your Auto
Sardar : Cant You Read The Board Parking Is Only For 2 Wheeler
by Pak101.com (few years ago!)
Baap Ne Ane Bete Ko Computer Par Facebook Khole Dekha To Uske Pass Gaya Aur Bola
Baap: “Beta, Facebook Se Hatt Ke Bhi Ek Duniya Hai”
Ladka Khush Hote Hue: “Sachhi Papa, Zara Link To Share Karo, Please.“
by Pak101.com (few years ago!)
Solid Beizzati Yay
.
Larki pic upload kar k likhti hai:
Hi frndz! Kesi lag rhi houn...?
.
Boy : Tumhare baap ne 15-20 hazar ka mobile leke diya hai tow ghr me 500 ka sheesha bhi lagaya hoga. Us me dekh le. Hum se kiya poochti hai "churail" kahin ki... Tounge Tounge
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nark me bahut se log aram se soo rahe the. .
.
BHAGWAAN - Ye log to nark ki garmi me bhi aram se so rahe hai. .
.
YAMRAAJ -SAALE U.P. se HAI
by Pak101.com (few years ago!)
Lady Doctor Pathan se :
Tum roz clinic k bahar kharay ho ker aurton ko q
ghoortay ho?
Pathan :
Aap hi ny bahar likha hua hai k,
"Aurton ko dekhnay ka time 9 say 11 tak...":-p
by @irha@ (few years ago!)
1st Ever Intelligent Sardar.
Teacher:
What Do U Call A Person, Who Cannot Hear Anything?
Sardar:
You Can Call Him Anything,
Because He Cannot Hear Anything.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Larki Ne Aadhi Rat Ko Larke Ko Fone Kia Or Kaha K Ghar Aa Jaso Ghar Per Koi Nahi He
Larka Chala Gaya
Ghar Per Waqai Koi Nahi The
Tala Laga Hoa Tha
Ha Ha Ha Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Police-Aap Belt Pehen Kar drive kar rahe hai aapko Rs. 5000 ka inam diya jata hai Aap iska kya karoge
Santa-main is se apn driving license bannaunga...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bar Raam Ji Aur Hanuman Ji Samjhote Ke Liye Raavan Ke Pass Gaye.
Baat Chit Ke Bich Mein Ek Dum Se Raavan Ne Hanuman Ji Se Kaha.
Raavan: “Cigarette Hai Kya?”
Hanuman Ji: “Nahi Hai”
Ram Ji Hanuman Ji Ke Kan Mein Bole: “Abe Juth Kyu Bol Rahe Ho, Hai To Sahi Tumhare Pass”
Hanuman Ji: “Prabhu, Kirpya Karke Aap Chupp Rahe, Is Sale Ke 10 Sir Hai Pura Packet Pee Jayega“
by Pak101.com (few years ago!)
Judge: Do u accept tat u stole d money 4m this guy?
Theif: No my lord, he gav m himself.
J: When did he giv u?
T: When I showed him d knife
by Pak101.com (few years ago!)