1 Bar Class Me 1 Ladki Gana Gane Lagi
1 Bar Class Me 1 Ladki Gana Gane Lagi
* Jara-Jara Touch Me *
Tabhi 1 Ladka Utha Aur
Use Touch Kiya Fir Bola
Le Ab Himmat H To Aage Ga K Dikha..
by Pak101.com (few years ago!) / 995 views
Similar Jokes
Go Musharaf Go Ki Kamyabi K Bad
Ek Nai Tehreek Chalne Ja Rahi Hai
Jis Mein Awam Nangay Ho Kar
Jaloos Mein Pichwara Hela Kar Nara Lagainge
“LO Zardari LO”
;-)
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa Exam Hall Mein Betha Thha.
Paper Bahot Tuff Thha Aur Examiner Bahut Stick Thha Cheating Nahi Karne De Raha Thha,
Santa Ne Examiner Ko Pass Bulaya Aur Uske Kaan Mein Kuch Kaha, Examiner Chup Chap Ja Kar Chair Pe Beth Gaya Aur Vahi Betha Raha.
Sabne Khull Ke Cheating Ki.
Exam Khatam Hone Per Sab Logo Ne Bahar Aaker Santa Ko Hatho Pe Utha Liya Aur Puchha.
Students: “Santa Tune Examiner Ko Aisa Kya Bola Ke Wo Chair Se Uthe Hi Nahi?”
Santa Sharmate Hue: “Mene Bola Thha, Sir Pichhe Se Aap Ki Pent Fati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Girl to Pathan:Tm Khali Pait Ktna Apple Kha Skta Hy?
Pathan:4
Girl:Nhi!Sirf 1,Kiuki Usky Baad To Tmhara Pait Khali To Nhi Rahega Na
Pathan:Wah Yara Kamal Hogya!Hm Apny Dost Ko b Batayega..
Pathan,Dost Sy:Tm Khali Pait Ktna Apple Kha Skta Hy?
Dost:5
Pathan O Yara!Tu 4 Bolta To Itna Mazedar Joke Sunata!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dosto raat ko padhte padhte ek khayal aaya...
.
.
.
.
.
Fir kya pen uthaya aur likh di nayi Equation...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Bed+Rajai=Bhad Me Gayi Padhai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Batao Saal Me Kitne Mausam Hote Hain?
Student: Sir 4 Mausam.
Teacher: Kaun Kaun Se?
Student: Hartaal, Election, Imtehanaat, Hungame.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Aik bacha apne baap ka naam 1000 Watts kay bulb pay likh reha hota hai.
Baap bache se poachta yeh kya ker rahe ho?
Bacha: Aap ka naam roshan ker reha hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
'I Was In A Taxi,
When Da Taxi Driver Said:
"I Love This Job.Im indpndnt.Im My....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kamwali: Malkin, apki purani sareeya mujhe nhi chahiye..
Malkin: Kyu?
Kamwali: Apki saree pahen-ne k baad saheb "ap" samajh kr mere paas bhi nhi ate!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ROBERT : America mein WAAR ho gaya boss !!!
AJIT : Us mein kyaa rakhaa hai Bloody Fool !!! India mein roz "WAAR" hota hai. Bolo kaise???
ROBERT : nahin maaloom Boss !!!
AJIT : Arre ulloo !!! SOMWAAR , MANGALWAAR, BUDHWAAR...
by Pak101.com (few years ago!)