A small boy, his father and father
A small boy, his father and father's friend went to a Restaurant.
Father: waiter, 2 beer & 1 ice cream.
Boy: y daddy ur friend don't like beer ah?
by Pak101.com (few years ago!) / 917 views
Similar Jokes
Height of Customer Care... . . . . . . . . . . . . .
"Swiss Bank to open ATM in the Pakistani Parliament".
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl:
Lekin mein tumse Umer mein 1 saal barri hoon..!
Pathan:
Oye baaji fikar kyun karta hy,
Hum tumse aglay saal shaadi karlega..!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
teacher 2 santa-tum me kuch kamiya hai
santa next day coat pant pehan k aata hai teacher- what is this?
santa-raymond,the complete man.
by Pak101.com (few years ago!)
Jaisa Ki Sab Jante Hai Ki Hrithik Roshan Ka Dance Bada Mast Hai.
Ek Din Ese Hi Baaton Baaton Mein Hrithik Bhai Apne Rajnikanth Ko Dance Competition Ke Liye Challange Kar Bethe.
Aur Is Competition Ka Result Aap Logo Ko Batane Ki Jarurat Nahi Hai.
Kyunki Aap Logo Ne Hrithik Bhai Ko Wheel Chair Par Dekh Hi Liya Hoga Guzarish Mein.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: main driver ko nokri se nikaal rahi hun kyun k aj main doosri bar marte marte bachi hun.
Husbnd: Begum isy ek aur moka do. :-)
by Abdul Sami (few years ago!)
Bush Musharaf were flying in a plane.
Bush said: If I drop a billion dollars here I wil make a million People happy.
Musharaf said: If I drop my uniform i will make my whole country happy.
Suddenly USAMA BIN LADIN said: If I drop this plane I will make the whole world happy!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa : Meri biwi mujhe chorr ke chali gayi.
Banta : Tu uska khyal nahi rakhta hoga.
Santa : Arre yaar…Sagi behen ki tarah rakhta tha usko!
by Pak101.com (few years ago!)
Docter:tm bus 2 din ki mehman hu.
Girl:koi bachny ka rasta?
Dr:jo ye parh raha hai us ko kiss karo.
Girl:aaakh thooo mar jane do mujhe
by Sabir shah (few years ago!)
Beta - "Apki Love Marriage hui thi na."
Papa - "ha par tumhe kaise pata."
Beta - "Apki Shadi aur meri Date of Birth me sirf 4 mahine ka Farq hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chunti Hathi Ke Upar Baith Kr Ja Rahi Thi.
Raste Me Kaccha Pul Aa Jata Hai..
Usko Dekh K Chinti Boli ……..
.
.
.
Jaanu Cross Kar Loge Ya Me Utrun.;-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)