Wow
Teacher: Four beautiful girls are walking on the road.
Change it to exclamatory sentence.
Student: WOW !
by Pak101.com (few years ago!) / 1107 views
Similar Jokes
ek din ek aadmi naha do kar bahar nikla, jaise weh nikla bahar us pe ek kabuter gober kar diya toh wah gusse mein aakar kahan ki are oh kabuter tuh chaddi nahi panta kya????
toh kabuter bola kyu tum loge pehan ke karte ho kya!!!!!!!!!!!!!!!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: Agar mai gum ho Jaon to Tum Kiya Karo Ge?
Husband: Mai Akhbar me Add Donga!
Wife: Kiya Add do ge? Husband: "JAHAN RAHO KHUSH RAHO!"
by Pak101.com (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota. -
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Kya Daru Pine se khaansi jati h?
Banta: Kyun nhi jayegi? Jab mera ghar, khet, paisa
sab kuchh chala gaya to teri khansi kya cheej h
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Hotel Jo Sirf Naye
Shadi-Shuda Couples Ke Honeymoon Ke Liye Bana Tha,
Uske Gate Pe Ek Bada Sa Sign
Board Laga Tha, Jispe Likha Tha.
Kripya Khidki Ke Parde Hamesha Dal Ke Rakhe,
Aapka Pyar Andha Ho Sakta Hai Par Humara Staff Nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy; I love you
tum dunya ki sab sy khobsort larki ho
Girl;acha par tumhary pechy mujh sy bhe khobsort
larki khari hy
Boy; mor k pechy dekhta hy par wahan koi ni hota
Girl;agr tum sach mein mujh sy payar karty to tm
kabhi pechy na dekhty i hate you
Moral
Moral woral kuch ni bs bachi zara taiz nikli
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar to friend:mujhe samajh nai ati k log maheena maheena kiun nai nahate?:-
mujhe to 28wen din kharish shoro ho jati hai
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Waqt Aisa Aye Ga Jab Sari Dunia Par
Pathano Aur Sikhon Ki Hukumt Ho Gi Kyun K
?
?
?
?Baqi Insan Traqqi Kar
K Kahin Aur Ja Chukey Hon Gay
by Pak101.com (few years ago!)
Ek larki ka dil sub se ziyada kab dukhta hai?
_
_
:
:
:
jub wo kisi kam wali ko apne jaisa lawn ka print pehne howe dekhti hai
by Sabir shah (few years ago!)
Aik pathan road pe Latrine kar raha tha to police ne pakar lia.
Jb ussey lejane lgay to woh Pathan bola.
Sabot to uthalo
by Abdul Hannan (few years ago!)