neend me chalney ki aadat
college me lecture chal raha tha...
1 ladka achanak uth kar class k bahar chala gaya...
lecturer: ye bahar kyu gaya???
ladke ka dost: sir usko nind me chalne ki aadat hai...!!!
by tahir bashir (few years ago!) / 884 views
Similar Jokes
Aik Memon Aik Arbi Ko Apna Khoon Deta Hai
Arbi Khush Hokar Memon Ko 1 BMW Car Deta Hai
Phir Arbi Dobara Khoon Mangta Hai Memon Khoon Deta Hai
Aur Arbi Isko Till K Laddoo Deta Hai
Memon Kehta Hai:
Is Bar New BMW Kiun Nahi Di ?
Arbi Kehta Hai: Ab Mere Ander Memon Ka Khoon Dargish Kar Raha Hai
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar apne bhai ko mar raha tha.
1 admi ne poch tum esy q mar rahe ho.?
Sardar:
doctor ne kya c
.
.
enu goli kut k deni aa.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kisi k shakal dekh k us ka mazak mat uraho
hu sakta hai us ne ap se ziyada larkian phansa rakhi hun
by Sabir shah (few years ago!)
Ek dafa sardar ne bank se lon lekar car khrid lya but bank ka lon wapas na kar saka.
magar Bank walo ne car wapas lalya.
Sardar:agar pata huta to shadi be bank ke lon se karta.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Banta: yaar me kal Bitch per ghoomane gaya tha.
Santa: Ajib baat hai, tu kutti per baith kar
ghoomane gaya phir bhi usne katta nahi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Truck Dusry Truck Ko
Rasi Se Bandh Kr Leja Rha Tha
Ye Dekh Kr Ek Pathan Has-Has Kr Lotpot Hogya
Or Kehny Laga:
Ek Rassi Ko Le Jany K Liye
Do Do Truck
by Pak101.com (few years ago!)
Never Love Someone because LOVE stands for
L:Loss of Money
O:Out of Mind
V:Valley of Tensions
E: End of Life
So don't Love, just line maro
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Sardar Bhagwan se:
Oye Bhagwan, Je kal Mera Prize Bond na nikleya te main tenu Tor Dena ee…
(Pandit Ne ye sun liya or us ki bajae ek chota Bhagwan wahan rakh diya)
Next day,wohi Sardar Aaya!
Jab usney chota Bhagwan Dekha to us se kehne lga:
Oye
Main te Mazak kita c,
Abba Kithe Nass gya a Tera.?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Nurse : Mubarak ho aap ke ghar ladka paida hua hai.
Santa : Wah g wah kya technology hai, Biwi meri hospital hai,
aur bacha mere ghar paida hua hai!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se
bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna
bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai,
mujhe goli maar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)