wife:mujhe kahi mehangI
wife:mujhe kahi mehangi jagah le kar chalo
husband:chalo petrol pump chalte hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1013 views
Similar Jokes
Boy:abbu 1 glass pani dedo
abbu:khud uth k pe lo
boy:plz de do na
abbu:ab manga to thaphar marunga
boy:thapar marne ao to pani lete ana
by Sabir shah (few years ago!)
SARDAR ne BUS me 1 LARKI Ko CHher diya
LARKI: Tumhare Ghar Me MAA BEHAN Nahi Hain Kya?
SARDAR : Pata nahiMe Tu SUBHA Se Ghar Se Bahir hoon..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A sardar ji pulled out 6 people from a burning house…
still he was in jail…….why?
coz all the 6 were fire brigade staff !
by Pak101.com (few years ago!)
doctor bola-taai tuje aisi dawai dunga ke tu fir se jwaan ho jayegi.Taai boli-na beta aisa julam na karea meri"PENSION" BAND HO JAAGO.
by Pak101.com (few years ago!)
sonu-yaar,maine gf ko sms kiya ki main raat ko aaunga...raat me geya to wo kisi aur k sath thi
monu man chota mat kar yaar msg nhi mila hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Ye Dil buhat udas hai,
Koi apna nahi paas hai,
Har waqt boring sa ehsaas hai,
Zara apni wali ka Number to dena,
Suna hai bhabi buhat “jhakkas” hai……..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Patni: Suno agar main mar jaaungi, toh aap royenge kya?
Pati: Toh abhi kya hans raha hoon kya……
by Pak101.com (few years ago!)
Taxi Wale ne Taxi Start kr K Band Krdi
Or Bola,
Lo Saab!Ponch ge.
1 ne Thank Bola,
2re ne Paise Diye,
3re ne Driver ko Thaper Mara,
Driver Samja isko Pata Chal Gaya,
Lekin 3rd Bola:Saaly Itni Taiz Na
Chalaya Kr,
Kisi DIn Marway ga…!
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Jeeto: Kal raat um mujhey neend main gaaliyan day rahay thay?
Santa: Tumhari galat fahami hai.
Jeeto: Kaisi galatfahami?
Santa: Yehi ki mein soya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Kuch log dozak mein bary aram se soay huy thy
Farishta : yaar ye koon log hain?
Daroga : ye sab pakistani hain loadshading ki waja
se garmi ki aadi hain .
by Tanveer Hussain (few years ago!)