Girl: Main Tumhary Pyar Mein
Girl: Main Tumhary Pyar Mein
Marr Gayi Lutt Gayi Barbaad
Ho Gayi . . .
.
.
.
.
Boy: Main Kon Sa Tere Pyar
Mein BILL GATES Ban Gaya ..
by Pak101.com (few years ago!) / 1069 views
Similar Jokes
1 Pathan & Uski B.V Riksha Me Aakar Bethe,
Driver Ne Shesha Set Kia,
Pathan Chillaya Bola:
Tum Hamara B.V Ko Dekhta Hay!
Tum Peechay Betho Riksha Hum Chalaiga.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aj kaisa Feel kar rahi ho?
Girl:
Kal rat to hadd he ho gaye, Uff 2 ghantay! meri to jaan he nikal gaye
Saaray kapray geelay ho gae
Pehlay to aik ghanta kartay thay
Magar kal to pooray 2 ghantay tak saans he nahi aaye
1 Ghanta bhe buhat tha
.
.
.
.
.
ye 2 Ghantay ki Load Shedding to jaan he nikal leti hai tongue
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik chor aik ghar main chori karne geya,
tajori per likha tha left side ka button dabaen,
chor ne woh dabaya tu alarm baj geya aur chor pakra geya,
judge: tum apni safai main keya kehna chao ge,
chor: bus itna hi k yeh dunya bari dhokey baz hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Shadi Ke Aglay Din B.V Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Pocha To Bola:
Innay Meri Chaah Vich Taveez Milaya A,
B.V Rotay Hoye Or Ghussay Se Boli:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek aadmi ne conductor se pucha: Aap kitne ghante bus me rehte ho?
Jawab : 24 hours. Wo kaise?
Jawab Mila : 8 ghante city bus me
baaki 16 ghante biwi ke “BASME”!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-Ye Computer Aapke
Workload Ko 50 Percent Kam Kar
Dega. Banta- To Fir Main 2 Lunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek dost doosrey ko bata raha tha, “aaj mein ney ek faqeer ki jaan bachai or khoob sawab kamaya”
Doosra dost, “woh kaisey?”
Pehla, “Mein ney faqeer sey poocha key agar tumhein 1000 rupey doon to tumhari kia halat ho gi?, faqeer bola key woh khushi sey mar jaey ga, yeh sun ker mein ney 1000 ka note wapis jaib mein rakh liya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl:Main fail hona chahti hon
Boy:Kyun?
Girl:Ammi na kaha hai 1st ai to Sceince Dilwaengi
2nd to arts.Agar Fail ho gai to SHADI Kara Dungi.
by Sohaib Tariq (few years ago!)
Santa: Mere Father ka dehant ho gaya akhbaar me Shok Sandesh dena hai
Banta: Aap Hindustan Kesari me de.
isme abhi ek pe ek FREE hai. Aap ke father ke sath aapka free me chhap denge
by Pak101.com (few years ago!)
Kuch is tara dosti nibayenge,
Nokri na mili to bilkul nahi ghabraenge,
Dono station pr chaye ki dukan lagayenge,
Tum chaye banana
Hum chaye chaye chilayenge..
by Raju (few years ago!)