GOLU: Tum bheek Q mangte ho
GOLU: Tum bheek Q mangte ho kuch kaam kyon nahi karte
Bhikari: Sahab kaam to tabhi karu jab is dhandey se fursat mille
by Pak101.com (few years ago!) / 954 views
Similar Jokes
Boy: Sorry I can’t marry You.
My family is not agreed.
Girl in rage: Who is in your family?
Boy: My wife and 2 kids
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Ittefaq ka koi jumla banao
Pathan: jis din mere baap ka shaadi tha Ittefaq se usi din meri maa ka bhi shaadi tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A sardarji photographer is focusing
a dead body’s face in a funeral function,
suddenly all dead persons relatives beat him.
why? He said “SMILE PLEASE”
by tanveer hussain (few years ago!)
Boy to girl at a dance party: Kya tum mere sath dance karogi......??
.
.
Girl reply: Main bacche ke saath dance nahi karti.
.
.
.
.
.
Boy: Sorry mujhe pata nahi tha ki aap pregnent ho..:P
by Pak101.com (few years ago!)
BEAUTIFUL THOUGHT…!!
Aik Shakhs Tha Jis Ki Aadat Thi K Wo Raastey Mein Milney Waley Har Shakhs Ko SALAM Karta Tha, Par Ek Shakhs Us K Salam Ka Jawab Dene K Bajaye Usey Galiyan Deta Tha.
Phir Bhi Wo Naik Insaan Usey Har Roz Salam Karta Tha. Aik Din Us Sey Kisi Ne Poocha K “Wo Shakhs Har Roz Tumhein Bura Bhala Kehta Hay Tum Phir Bhe Usey Salam Karte Ho Q ?
Us Naik Insaan Ne Jawab Diya” Us ki beti bari fit hai yaar .
Moral: Har msg islami nahi hota.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: WHat is another difference between a mosquito and a fly?
Banta: A fly can fly but a mosquito cannt mosquito.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni patni ke paas jata hai aur poochta hai, “Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya”
Aur phir uski biwi ne jawab diya, “Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga.”
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik Makaan: OK, mein tumko kiraya dene ke liye aur 3 din ki mohlat deta hun.
Funny Sardar Ji: Theek hai ji, mein Diwali Holi aur Chrismas ke 3 din select karta hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Aur Banta Film Dekhne Gaye
Lekin Woh Film Ka Board Hi Dekh Ke Wapas Aa
Gaye.
Q? Kyo K
Us Film Ka Naam Tha.
"HOUSE FULL". :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Moo Khol Thora
Our Our
Thora Sa Our
Bus…
( “.)
< )_, – - .(.” )
.LL ( > Dew Na Piya Tou Phir Kia Jiya.
by Mazhar Khan (few years ago!)