Pujariji Ko Dast Lag Gaye
Pujariji Ko Dast Lag Gaye,Doctor Ke Pass Gaye, Aur Poocha
Precation Kya Karoon,Doctor Ne jawaab Diya Jor Se Sankh Mat Bajana
by Pak101.com (few years ago!) / 990 views
Similar Jokes
Jab Bhi Koi Bachha Paida Hota Hai To Sare Khandaan Wale Use Dekhne Aate Hai.
Bachhe Ka Baap Bete Ko God Mein Utha Ke Bolta Hai
“Mere Bete Ka Chehra To Mera Pe Gaya Hai”
Maan Pyar Se Dekh Kar Bolti Hai
“Iss Ki Aankhein Mere Pe Gayi Hai”
Bachhe Ke Mama Dekh Ke Bolta Hai
“Is Ke Haath Paon To Bilkul Mere Par Gaye Hai”
Chacha Bhi Dekhta Hai Aur Bolta Hai
“Arey Iski Muskurahat To Bilkul Mere Jaisi Hai”
Phir Jab Wohi Bachha Bada Ho Kar Ladkiyaan Chedta Hai To Sare Khandan Wale Kehte Hai
“Pata Nahi Ye Kameena Kispe Gaya Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Man at MedicaL store:I need poison
Chemist: I can't sell you that
Man shows his marriage certificate
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek Baar Saare Fruits Apne-Apne Baare Mein Ek-Doosre Se Batate Hai.
Angoor: “Log Itne Gande Hote Hai Ke Mujhe Chaba Lete Hai”
Seb: “Log Itne Gande Hote Hai Ke Mujhe Cheel Kar Khate Hai”
Kela: “Log Itne Besharam Hote Hai Mujhe Nanga Kar Ke Khate Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
If Time Doesn't Wait For You.
Don't Worry!
Just Remove the Battery From the Clock and Enjoy life!
"Aah! Great People Great Thoughts." :-)
by Pak101.com (few years ago!)
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano
ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
PAPPU:Madras ka naam Chennai kyon pada?
NIKKU:Madrasi kya pahante hain?
PAPPU:Lungi.
NIKKU:lungi me chain nahi hoti isliye Chen nai....!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam
aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap
hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti
hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 pathen n other pathan were watchin a cricket match. When Afridi hits a boundary.
1st pathan: Kya Goal mara.
2nd pathan : Raha na bewakoof ka bewakoof, Goal ismein nahin cricket mein hota hai
by Hina Tariq (few years ago!)
Class Mein Techer Ne Bachho Ko Kaha Ki Apne Teacher Ke Uper English Mein 15 Lines Essay
Likho,Kuch Der Baad Madan Khada Hua Aur Teacher Se Poocha,Sir, Haramkhor Ko English Mein Kya Kahte Hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- Jado mai chota c,menu ik kuri nal pyar ho gya,te mai usde 4 bhrawa nal gal v karli c.
Banta-Fer ki hoya?
Santa-aje tak siddha tureya nai janda.
by Pak101.com (few years ago!)