Janam Janam Ka Sath
Patni: Mein toh sochti thi hamara sath janam janam ka hai….lekin swamiji ne kah rahey they ke swarg mein pati patni ko saath rehne nahi dete……
Pati: Darling isiliye usse swarg kehete hai…
by Pak101.com (few years ago!) / 1049 views
Similar Jokes
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend : Acha wo kaise?
Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub
mai bhi security guard k sath bethi thi.!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
golden words by hittler: if u can't fly , run. if u can't run, walk, if u can't walk crawl but keep moving
sardar: o tay theek ay parjaanakithay hai?
by Nilesh Kumar (few years ago!)
Teacher: Aaj Ka Paper Aasaan Tha Ya Mushkil
Ravi: Padne Me To Aasaan Tha, Par Karne Me Mushkil.
by Pak101.com (few years ago!)
Who‘s hot… Its U,
Who‘s
Charming… Its U,
Who‘s
Sweetest.. Its U,
Who‘s
Intelligent… Its U,
Who‘s dear & near friend… Its U
Who‘s a liar.. Its me
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik admi chabi se kan khurj raha tha
sardar gaur se dekhta raha aur kaha agr ap start nai ho rahe to dhaka laga dun.
by Sabir shah (few years ago!)
Indian Kiraedaar Ne Makaan malik Se Kaha, Bhai Sahab Aapne Mujhe Makan Kirae Per Diya Usme Chuhe Kood Rahe Hain, makaan Malik Ne Kaha Itne Kam Kirae Main Kya Aap Ghodo Ki Race Dekenge.
by Pak101.com (few years ago!)
Height oF Tension
Santa- 5min Me Exam Chorh K Jaane Laga.
.
Teacher-Kya Hua, Paper Nhi Aata.?
... ..
..
..
..
..
Santa- Woh Baat Nahi Hai, Mujhe Kal K Paper Ki Tyyari Karni hai
by Pak101.com (few years ago!)
RAAZ: Maine kal easy load wale ko bewakoof banaya
FARAZ-Wo kese?
RAAZ- Maine usko 100 Rupey diye
or number galat likhwa diya..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy-"Dear, look into my eyes,
what do you see?
Tell me quickly!"
Girl-"TRUE LOVE"
Boy-"oye!True love wali,
kachara gaya hai, jaldi phunk mar
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 100 Ke Note Pe Likha
No Dial Kar Raha Tha
2nd Pathan: Ye Tum Kya Kar Rahe Ho
1st Pathan :
Mai Dekh Raha Tha Ke
Quaid-E-Azam To Foat Ho Gae
To Unka Mobile Kis Ke Pass Hai.
by Pak101.com (few years ago!)