Doctor
Doctor: Jab Ap Ko Pata Tha K Chipkali Ap K Mu Me Ghus Rhi Hy To Ap Chup Q Thy?
Sardar: Pehle Cockroch Gya Tha To Muje Laga K Chipkali Usy Pakar Legi.. ;-)
by Shak143 (few years ago!) / 1154 views
(Rated 5 Stars - 1 votes)
Similar Jokes
Santa: kelaa kitna hai?
Dukaanwala: 1 Rupay
Santa: 60 paise mein doge kya?
Dukaanwala: itne me to sirf kele kaa chilkaa hi milegaa
Santa: to 40 paise leke sirf kelaa dedo
by Pak101.com (few years ago!)
During The Match Batsman LBW Hua..
SANTA:
Log HumE Pagal Samajhte Hain..
Yaha To Sab Pagal Hain..
Lagi Batsman Ko Hai Aur Bowler Cheekh Raha hai..
by Pak101.com (few years ago!)
a black boy was crying and saying to his buffalo - y i m so black everyone teases me
buffalo - "tu ne mera dood piya hai tu bilkul mere jesa hai
by Pak101.com (few years ago!)
There are Famous mills in Pakistan
1. Sugar Mill.
2. Cotton Mill.
And the most Famous is.
3. Beta Tu zra Bahir Mill..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pessenger:
Tumne Mere Jaib Me Hath Kyn Dala?
Pathan:
Muje Machis Chahiye Thi
Pessenger:
Tum Mujhse Mang Sakte The
Pathan:
Hum Ajnabi Se Baat
Nahi Karta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar and Police man
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GIRLS POEM.. . .
Husband hamara aisa ho.
.
.
.
pocket me jiske paisa ho.. . .
.
.
..
lambi jiski hight ho..
.
.
.
.
.
Gusse ka wo light ho.. . . . . .
.
.
.
.
.
Jab saas se meri fight ho, toh kahe jaanu tum hi RIGHT ho.
by pinkey (few years ago!)
Husband:Hypnotise karna kya hota hy?
Wife:Kisi ko apnay control me kar k apni marzi k kaam karwaana
Husband:Chal jhoTi,usay to Shadi kehte haiN.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA ne Apni Car k Niche Kutte ko Leta Hua Dekha to Kutte ko Punch se Khicha or Kaha
Bahar nikal Saale, Bada aya Automobile Enginer
by Pak101.com (few years ago!)
Admi:Tumhari shadi kis se hui? Pathan:Hamara 1 aurat se shadi hua hai Admi:Bewakuf kabhi kisi mard se bhi shadi hoti hai?
Pathan:Han hamara Behan ka hua hai.
by Pak101.com (few years ago!)