Elaan-e-Aam
Elaan-e-Aam
Apni Zakaat, Khairaat, Sadqat,
Aur qurbani ki khaalen, WAPDA ko dijiye.
Is se aapki Aakhirat aur Dunya roshan ho jayegi.Fu
by Pak101.com (few years ago!) / 889 views
Similar Jokes
PARROT TOOK HIS PREGNANT WIFE TO HOSPITAL 4 DELIVERY. AFTER AN HOUR DOCTOR COMES OUT.
PARROT ASKS, "KYA HUA?"
DOC : "KYA HOGA, POPAT HOGA"
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR:
Batao aisa kiya karen k Saanp bhi mar jaye aur Laathi bhi na tootay ?
,
,
PATHAN:
Jootay se maar do:)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Esa kyu hota hai;
;
;
;
;
;
;
;
;
;
;
;
;
Sardi mei Sardi lagti hai aur garmi mei garmi
Kabhi kabhi iska ulta bhi hona chahiye
by Pak101.com (few years ago!)
Police:
Tumhe Kal Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: HA HA HA!
Police: Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar: Mein To Subah 8 Baje Utthta Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
JESI KRNI WESI BHARNI)
Us ne mere mobile se meri girl friend ka nmbr nikal lya
Faraz
Aur aaj kal wo apni he Behan sy batein kr k khush hota hai..
by Pak101.com (few years ago!)
santa cycle pe faqeer k pas se guzra..
Faqeer ne kaha ALLAH k nam pe kuch dy do!
santa cycle rokte hue, chal peeche beth tujhe jhulay doon.. ;
by Pak101.com (few years ago!)
Marriage Broker: Tumhe kaisi biwi chahiye?
Man: Mujhe chand jaisi biwi chahiye, jo raat ko aaye aur subha chali jaye!
by Pak101.com (few years ago!)
Zardari is a honest Man....
.
.
.
.
Is Trha Kehny Sy B Roza Toot Jata Hai
by Abdul Sami (few years ago!)
Girls ek dusre ko gift deti hai...
perfume.
earring.
suits.
flowers.
chocolates.
Aur boys.?
.
.
Ye le LADKI ka number...
Bas mera naam nhi aana chahiye!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 sardaron ko 2 bomb mile,
1st Sardar: chal police ko de k aate hain.
2 sardar: agar koi bomb raaste me phat gaya to?
1st sardar: jhoot bol denge ki 1 hi mila tha
by Mohammad Ali (few years ago!)