Dr. to patient's frnd
Dr. to patient's frnd: Agar 1 ghanta pehle le aate to hum isse bacha lete.
Frnd: Abe saale,
15minute pehle to accident hua..:-
by Pak101.com (few years ago!) / 1076 views
Similar Jokes
Santa Apne Bete Pappu Ka Math Ka Test Le Raha Hota Hai.
Santa: “Beta 5 Ke Baad Kya Aata Hai?” Pappu: “6, 7”
Santa: “Wah Mera Beta To Bohat Hoshiyaar Hai, Aur 6, 7 Ke Baad?”
Pappu: “8, 9, 10”
Santa: “Kya Baat Hai Beta Aur Uske Baad?”
Pappu: “Gulam, Begum, Badshaah“
by Pak101.com (few years ago!)
Baby was putting Dog's Tail into a Pipe.
Man- Hey mad,
Dogs Tail wil never become straight.
Baby - Hey idiot,
I am trying to bend the Pipe.
Have a funny day.
by Pak101.com (few years ago!)
Allama Iqbal Aaj Zinda hotay to
Pakistan ki halat dekh k yeh kehtay..
"Jis raat maine Pakistan ka khawab dekha
Kash uss raat Jaag kar main koi achi Film hi daikh laita"
by Pak101.com (few years ago!)
Boy- Sir Ne Aaj Mujhe Bahut Mara
Dad- Why ?
Boy- Sir Ne Puchha 2*3=? , Maine Kaha 6, Phir Puchha 3*2=?
Dad- Saale Dono Answer Same Hota Hai.
Boy- Maine Sir Ko Bilkul Aise Hi Kaha Tha..
by Pak101.com (few years ago!)
2 PATHAN bank lootne gay par GUN
bhool gay.
Phir bhi bank loot liya.
KESE?
Bank manager bhi PATHAN tha
Bola GUN kal dikha jana
Hum ko zuban ka etbar hy.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Girl-Mujhe Kyun Dekh Rahe Ho?
Tumhari Koi Behen Nhi He Kya?
Boy-He EsLiye To Dekh Raha Hu
Girl-Kyun?
Boy-Meri Behen Ko
BHABHI
Chahiye.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Naha Raha Tha
1 Larki Darwaze Pe I
To Sardar Aise Hi Bahir Aa Gaya
Larki:
Uf Toba Kuch To Pehen Lo
Sardar Bhag Kar Andar Gaya Or Chapal Pehan Aya.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik doctor mareez kay peeche bhaag reha thaa. Logo ne wajah poache to doctor kehta mareez damagh ka operation kerwane aata hai aur baal katwa kay bhaag jata hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa:tujhe pata hai k log mujhe bhagwan mante hain.
Banta:kaise?
Santa:me jab bi kahen jata hon to log kehte hain
haye bhagwan to pher aa gaya
by Sabir shah (few years ago!)
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade mil gaya hai.
by Pak101.com (few years ago!)