A Family Saw ""Sholay"" Movie
A Family Saw ""Sholay"" Movie
Came Back Home And Husband Romantically Said To Wife
"" Nach Basanti Nach""
Child Added
Nahin Basanti Is Kute K Samne Mat Nachna""
by Pak101.com (few years ago!) / 970 views
Similar Jokes
One snake to other
1st- Arrey yar lagta hai mera jahar kam nahi kar raha.
2nd- Kaise?
1st- Abhi abhi maine khud ko kata hai lekin kuch nahi hua
by Pak101.com (few years ago!)
Getting married is just like going to a restaurant with your friends.
You order what you want but when you see what the other person has, you wish you had ordered that.
by Abdul Sami (few years ago!)
Friend Said to Me:
Mere Paas Ghar Hai,
Car Hai, Computer Hai,
2,2 Mobile Phones Hain.
Tere Paas Kya Hai?
Maine Kaha: Mere Paas.
.
.
.
.
Cheeni Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
ek sharabi dosre se: ek hathi pool mein gir jay
to kaise nikle ga?
dosra: very simple wet ho kar nikle ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharabi akash ki taraf ishara karke bola: Yeh suraj hai ya chand?
Dusra Sharabi: Pata nahi bhai, mein bhi is shehar mein naya hun.
by Pak101.com (few years ago!)
What do you call a lawyer with an IQ of 10?
A lawyer.
What do you call a lawyer with an IQ of 15?
Your honor.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: me ne khat likha tha k meri shadi per ana tum q nahi aye.
2nd Pathan: mujhe khat mila he nahi.
1st: me ne likha tha k khat mily ya na mily tum zaror ana.
by Abdul Hannan (few years ago!)
2 pathan darya me thora se dahi dal kar chamche se hila raha hote han
.
.
.
.
3 pathan aata ha or kehta ha ye kia kar rahe ho.....
.
.
wo kehte han lasii bana rahe han
to 3 pathan kehta ha
.
.
.
.
.
.
.
itna lassi tumhara baap pie ga :D
by rahul (few years ago!)
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai, aaj nahin aaya,
kaha na kabhi kabhi aata hai
by Pak101.com (few years ago!)
Manager: hamaare bank mein hum aapko binaa interest ke loan denge.
customer: arey, jab dena hai to thoda haste haste dona. agar dene mein interest nahi hai, to mat do
by Pak101.com (few years ago!)