Maalik: arey, tune 500 saal puraani
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai
by Pak101.com (few years ago!) / 865 views
Similar Jokes
Masjid Ke Bahar Chppal Rakhne Main Aur Miss Call Dene Main Kiya Common Hai ? Socho
Nahin Pata ?
Dono Main Dar Lagta Hai
Koi Utha Na Le.:-)
Hehehehehe.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dad’s writes on son’s facebook wall:
Dear Son, how are you? All are fine here. We miss you a lot.
Please turn off the computer and come down for dinner.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher Class Mein Pathan Student Se Puchti Hai.
Teacher: “Tum Kahaan Paida Hue?”
Pathan: “North Waziristan”
Teacher: “Iss Ki Spelling Batao”
Pathan: “Madam Ruko Mujhe Lagta Hai Main UK Mein Paida Hua Tha“
by Pak101.com (few years ago!)
Blonde: "What does IDK stand for?"
Brunette: "I don’t know."
Blonde: "OMG, nobody does!"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k thak gaya
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra pasand nahi aaya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat: Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi lene aayi thi :P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Africa kai aik jungle mai aik bohot hi ala nasal ka hiran (deer) ghayab hogaya, Government nai dusray countries ki police ko bulwaya investigation kai liya.
FBI: 4 months ki mahnat kai baad bhi FBI ko kuch na mila aur woh baghair hiran (deer) kai wapis agai.
Indian Police: 5 months ki pahnai ka baad bhi kuch hasil na kar pai aur khali haat hi agai.
Pakistani Police: 20 minute ki mahnai kai baad hi wapis agai aur sath mai aik hati (elephant) lai kar agai aur elephant kah raha tha kai “ Han Han mai hi hiran hon Han Han mai hi hiran hon”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar Was Driving A Jeep In Jungle
Tourist:
If Lion Comes Very Close To Us
Then How Can We Escape?
Sardar Jee :
Give Right Indicator And Turn Left
by Pak101.com (few years ago!)
Premika:-tum to bas kaam main lage rahte ho.tumhe meri koi parwaah nahin.
Premi:-sach keh rahi ho.pyar karne wale kisi ki parwaah nahin karte
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan to Molvi: kya wazu kiye bina Namaz ho jati hai?
Molvi: Nahi,
Pathan: Hoti hai yaar!
Molvi: Nahi hoti Bhai.
Pathan: Maine khud parh ker dekhi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)