Teacher: Jab bijli chamakti hai
Teacher: Jab bijli chamakti hai to hum ko roshni pehlay aor
Aawaaz bad mein kyun aati hai?
Student: Kyun K Hamari Aankhein Agy Hain or Kaan Pechay
by Pak101.com (few years ago!) / 966 views
Similar Jokes
Santa joins as accountant
Wo Pen ke sath scissors bhi le jata hai pucha kyon
Santa: Mujhe Cheque bhi to Katane hai
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: operation ke baad ab sab teek hai. tum sab kuch sun sakte ho.
Patient: aapne kuch bola kya?
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU-Doc. Mujhe aisa lagta hai jaise mere kaan me koi Gunguna Rahe Hai
Doc.-Aisa Kab Lagta Hai?
GOLU-Jb mai kaan me headphone laga ke song sunta hu
by Pak101.com (few years ago!)
In bio practical: Examiner: Tell me the name of this bird by seeing its legs only? Sardar: I don't know. Examiner: You r failed, what's your name? Sardar: See my legs & tell my name
by Mohammad Ali (few years ago!)
Jaanwaro Ki Khasiyat.
Bandar: “Inteligent”
Dog: “Wafadaar”
Aap Plz Ab Aage Na Padhna,
Maan Jao,
Please Mat Padho Na,
Yaar Maan Bhi Ja Na
Gadha: Wahi Karta Hai Jis Kam Ko Mana Karo
by Pak101.com (few years ago!)
New Version of Old Dialogue:
Mere Paas Facebook Hai
Twitter Hai
Orkut Hai
Tumhare Paas Kya Hai?
Smart Boy Answer:
Mere Paas "KAAM DHANDA" hai!
by Pak101.com (few years ago!)
KBC me Amitabh ne mujhe 13wa sawal kiya:"INDIA me status padhne ke baad accha lagnepar bhi LIKE COMMENTS na karne wale kaname btao..."
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Maa Kasam 5 crore thukra diye par aapka naam nahi liya.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladke ne jockey ka underwear kharida. 2 din bad woh gaon chala gaya.
Waha usne apni dhoti upar karke sabko dikhaya.
Baad mein ghar pahuncha toh pata chala ki underwear toh chair par para tha!!
by khalid hussain (few years ago!)
Naman: Yaar Chaman tune us aadmi ko itna bura kyu peeta?
Chaman: Usne mujhe poocha ke “Khaana khaaya kya”?
Naman: Arey, bhala kya galat poocha, bekar hee maar diya tune
Chaman: Main uss time toilet se potty karke aa raha tha…..
by Pak101.com (few years ago!)
Arz kiya hai:
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
ki bahaar aane se pehle fize aa gayi,
Aur phool khilne se pehle.....
.... bakri kha gayi
by Tanveer Hussain (few years ago!)