Teacher: Babar bharat mein kab aaya?
Teacher: Babar bharat mein kab aaya? Banti: Pata nahi sir
Teacher: Board per nahi dekh sakte naam ke sath hi likha hai
Banti: Mene socha shayad weh uska phone no hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1310 views
Similar Jokes
Pathan shadi ki raat ko room mai gaya to dulhan ne doodh ka glass diya aur romantic awaz mai pucha: "Aur Kuch?"
Pathan: Haan baji, agar Tiger Biscuit bhi mil jaye to maza ajaye
by HAQ (few years ago!)
Girl: I love u.
Boy: Me too.
Girl: Kitna karte ho.
Boy: Jitna tum mujhe karti ho.
Girl: Kamine, main sochti thi ki tum sachha pyaar karte ho!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larki ne namaz parh kar dua maangi
To Maa ne pocha:
Tumne dua main kiya manga?
Larki.
Wohi maanga jo aaj kal har khoobsurat larki ke khwahish hy,
Maa: Aakhir kiya maang liya kuch pata to chale?
Larki: muskuraty huayA
(mubeshir mehmood)
|\(”,)
| ‘..(>
| <|
MAA:
Chal pagli, tera itna acha naseeb kahan.
.
(NOTE) Msg farward kartay waqt name change kar k larki ka naseeb kharab na karain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jab boys vomit tab parents says kaminey kaha kha kar aaya tha,
Jab girls vomit tab parents says kaun tha woh kamine,
Moral of the story: jovi vomits boys are always kaminey.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ko Ek Ladki Pasand Aayi Aur Vo Uske Ghar Rishta Le Kar Gaya
Ladki Ke Maa Baap Bole: “Humari Beti To Abhi Padh Rahi Hai.”
Pathan: “Ji, To Koi Baat Nahi Main Ek Ghante Ke Baad Aa Jaunga“
by Pak101.com (few years ago!)
Father to Son: Is Baar Exam main Pass huwe ya Fail,
BIKE Zarur Dilaunga.
Son: Konsi Bike?
... Father: Paas Huwe to HONDA 70,
College Jaane k Liye
Aur
Fail hue to YAMAHA 100
Doodh Bechne k Liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:- Abe Banta tu yaha baitha hai…
Tere dost ki death ho gai hai… Tu gaya Kyu Nahi????
Banta:- Uss saale ne mujhe bulaya hi nahi
by Pak101.com (few years ago!)
Motorway police:KHAN ap 180 Kì speed
sy kyn ja rahy ho
KHAN:Tm logn ny he to side waly
board pe likha hy:
YAD RAKHN GHR PE KOI AP KA INTIZR KR RHA
HY ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik Memon Apni Bv Ka Sadqa Utarta Hay
10 Rs Ka Or Us Main
90 Dal Kr Mobile Card Load Kar Leta Hay
Bv Pochti Hy Ye Kya Kia?
Memon:
Sadqa Gharib Govt Ko Chala Gya
Aur Balance Meray Pas Agya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
After Finishing Mbbs
Sardar Starts His Practise!
He Checked His First
Patient’s Eyes,Tongue & Ears By Torch &Finally He Said Battery Ok
by Pak101.com (few years ago!)