Ladke walo ko ladki pasand
Ladke walo ko ladki pasand aa gayi aur unhone ladki walon se kha ki shadi kab karni hai?
Ladki walo ne kha ki abhi hamari ladki padh rahi hai, pdhai ke baad shadi hogi
Ladke walo se gusse mein kaha ki hamara ladka kya bandar hai jo kitabe phaad dega
by Pak101.com (few years ago!) / 908 views
Similar Jokes
BOSS-itne kam kapde pehan K Q Aai Ho?
Aadha Jism Dikh Raha Hai
Girl-Itni Salary Me Yahi Aata He
BOSS -Manager, Ishko 3 Month Tak Salary Mat
Dena..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik admi party mein gay aur apne family ka taruf angreze mein kuch es terah kera rahe:
I am Sardar and she is Sardarnee. He is my kid and she is my kidney.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl: Main Tumhary Pyar Mein
Marr Gayi Lutt Gayi Barbaad
Ho Gayi . . .
.
.
.
.
Boy: Main Kon Sa Tere Pyar
Mein BILL GATES Ban Gaya ..
by Pak101.com (few years ago!)
father- 1 zamana tha k mai Rs 10 me kirana, saag, dudh, or nashta leke aata tha.
Beta-Ab possible nahi hai Dad Qki ab wahan CCTV camera hota hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan Mobile Franchise Mein Job Interview K Liay Gaya
.
First Question K Answer Pe He Usko Maar K Bhaga Diya Gaya.
.
Quiz: Which Is The Most Popular Network?
.
.
Pathan: Al-Qaeda
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek pathan pe
Bijli ki tar gir gaiy:
pathan tarp tarp k marne hi wala tha:
K:
Light chali gai,
pathan khushi
Se bola . .
Pakistan zindabad
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aaj didar,
Kal yaar,
Parso Pyaar,
Phir ekrar,
Phir intezar,
Phir takrar,
Phir darar,
Sari mehnat bekar, or
Aakhir mein ek or
Devdas at beer bar.
by Abdul Hannan (few years ago!)
santa daru pee k tala kholne laga, hath kapne ki vajah se tala nhi khula,
banta- mai khol du,
santa- mai khol lunga, tu ghar ko pakad, sala bahut hil raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Solid insult..:p
grl-waiter 1 bread wali roti laana..
waiter-sry mam mai kuch samja nhi..
boy-aree gaanv ki h..pizza maang rhi h.
by Pak101.com (few years ago!)
Young girl: Dadiji,Aap k zamaane me 10-10 bacche Q hote the ?
Old Lady: Beti Humaare time me bijali nhi thi.
Raat ko kon aya kon gaya malum nhi padta tha.
by Pak101.com (few years ago!)