Girl: Ladka kaisa hai?
Girl: Ladka kaisa hai?
Pandit: Ladka acha hai,
Engineering kiya hai, dikhne me film ka hero lagta hai
Girl: Konsi film ka hero?
by Pak101.com (few years ago!) / 866 views
Similar Jokes
Fizawon mai goonj rahi hai awazien RATTAY marny ki FARAZ
.
.
Lagta hai NALAYAQON ke Exam hone waly hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A sardarji went to a
STD/ISD/PCO SHOP and
slapped the operator twice.
:-( Guess why ?
bcoz there it was written
“Number dial karnay se pehley do lagain”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
teacher ne bachhe ki copy par note likha kripya bachhe ko nahalakar bheja kare.
bachhe ki mom ne note padne ke bad likha kar bheja bachhe ko padaya kare sungha na kare
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tumhare papa 500 rupees loan lete hai. 10% interest ke hisab se woh 1 saal baad loan vapis karte hai. Batao kitne paise vapis karenge?
Bania’s son: Kuch bhi nahi.
Teacher: Tum maths nahi jante.
Banis’s son: Main toh maths janta hoon, par aap mere papa ko nahi jante.
by khalid hussain (few years ago!)
Wife: m not feeling well..
Husband: Ohhoo I was thinking
to go for a dinner!!
Wife: I was joking dear..
Husband: Me too,
Chal uth rotti bana shabas.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pagal Dosray Pagal Say:
Tum Kis Din Paida Howay?
Dosra Pagal:Itwar Ko.
Pehla Pagal:
Tum Mujay Pagal Bana Rahay Ho
Itwar Ko To Choti Hoti Hay
Ha Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Dada apnay poatay se: tmhare teacher a rahay hen, tum chup jao.
Poata: pehle ap chup jain, mene ap ki mout ka bahana bna
kar 2 hafte ki chutti li hai…:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardars Friend: Yar Kal Meine Kitni
Baar Call Kiya, Uthaya Q Nahi?
Sardar: Q Uthau, 30 Rs.De K Jo
Gana Lagwaya Hai Woh Kya Tera Bap Sune..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Sardarji goes to the see Jurassic Park and when the Dinosaurs start approaching he is cowering in his seat when his friend asks him "Kyon Sardarji, kya baat hai? Dar kyon lag raha hai cinema hi to hai"
Sardarji replies "Aadmi hoon aur akkal hai, pata hai ki cinema hai lekin voh to janwar hai, usko kya pata "
by hearthackervsgirls (few years ago!)