Pathan boht deir se apni hasin
Pathan boht deir se apni hasin mengetar ko dekh rha tha larki sharma k,
kya dekh rhe ho khan: hum soch rha tha k agar tm hmara ammi hota to hm b khobsurat hota
by Pak101.com (few years ago!) / 884 views
Similar Jokes
1 Sardar ne new Car li aur us k door par likhwa deya
.
.
DARWAZA BAHAR KI TARF KHOLEIN* shukriya.
by Pak101.com (few years ago!)
Gabbar: Kitne admi they?
Sambha: Sardar 2
Gabbar: Mujhe ginti nahin aati, 2 kitne hote hain?
Samba: Sardar 2, 1 ke baad aata hai
Gabbar: Aur 2 se pehle?
Samba: 2 se pehle 1 aata hai.
Gabbar: To beech mein kaun ata hai?
Samba: Beech mein koi nahi aata
Gabbar:: To phir dono ek saath kyun nahin aate?
Samba: 1 k baad hi 2 aa sakta hai, kyun ki 2, 1 se
bada hai.
Gabar: 2, 1 se kitna bada hai?
Samba: 2, 1 se 1 bada hai.
Gabbar: Agar 2, 1 se 1 bada hai to 1, 1 se kitna
bada hai?
Samnba: Sardar maine aapka namak khaya hai,
mujhe goli maar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa ki ladai apne baap se ho gayi To usne apne
baap ki photo kabristan me 1 ped pe latka diya ,
Aur Niche Likha "COMING SOON"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Salesman: Sir,Ap Cockroch K Liye Powder Loge Kya?
Sardar : Cokroach Ko Itna Laad Pyar Nai Karte Aaj Powder Denge To Kal Sala Lipstick Mangega
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher-Bacho kasam lo ki daru, cigrate or ladkiyo se dur rahoge or desh ke liye jaan bhi doge.
Boys-De denge! Saali aisi zindagi ka karenge bhi kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend: Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan: Wo Main
Nay Chupa Di Thi,
Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Pak101.com (few years ago!)
1 indian ne 24 ghnte tk pani mai sans rok
kar rehne ka rcord qaim kya hai jinhe kal
.
.
.
Bad namaz e zuher mewa shah qabristan
mai dafnaya jaega..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan wins 20 Crore from Rs.20 lottery ticket..
Dealer gave 16 Crore after deducting tax..
Angry Pathan: Hum ko poora 20 Crore deo ya mera 20 Rs wapis karo!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Thora sa apna face mobile ki
screen k samnay karo Thora sa
or Thora left Bas bas thek he
Hilna nhi Lakh d Lannet e
Kbhi sms b kr dia kro
by Mazhar Khan (few years ago!)
Should Women Have Children After 35? Banta Replied: No, 35 Children Are More Than Enough!
by khalid hussain (few years ago!)