Sardar:Kal mere aba
Sardar:Kal mere aba Kunwain men gir gye or zor zor se cheekhne lge: Bachao Bachao
2nd Sardar:Ab kese hen?
1st Sardar:Theek hi honge, kal se koi awaz to nahi aayi.
by Pak101.com (few years ago!) / 931 views
Similar Jokes
Suhagrat Pe Dulhe Ne Bade Hi Romantic Andaaj Se Dulhan Ko Bola.
Dulha: “May I Kiss You Darling ?”
Dulhan Sharmate Hue Boli: “Hamne To Kabhi Gairon Ko Bhi Mana Nahi Kiya, Aap To Phir Bhi Apne Ho Ji“
by Pak101.com (few years ago!)
A boy asked a girl
I LOVE YOU JAAN
Girl: I have a boy friend and also engaged
Boy (after thinking)
agar adjustment hoti hai to kar laina
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- V Need A Bridge In Our Village.
Minister- How,There Is No River In Ur Village?
Santa- Oh Den,We Need A River Too!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
PATHAN:
Aaj Hum Ne Pani Ko Pagal Bnaya
2ND PATHAN:
Wo Kaisy?
1st PATHAN:
Hum Ne Nahany K Liye Pani Garam Kia
Aur
Thanday Pani Se Naha Liya
by Pak101.com (few years ago!)
Munna- Aey Circuit, ladki ko patane ke liye kya karne ka?
Circuit- Simple bhai, "Minto Fress" khane ka.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat ko 1 admi ne Chaku dekha kar loot lia
.
Dost: Lekin tumhare pas tu hamaisha PISTOL hoti hai na
.
Pathan: Wo mai ne chupa di warna wo bhi le jata
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!)
FAQIR: ALLAH k Nam pr kuch day do?
Ghar se larki boli: kuch nahi ha maf karo,
FAQIR: Apna numbr hi day do, Baba Dua b kary ga or msg b.!:-D;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Masterji Bacche Ka Lunch Kha Gaye...
.
.
.
.
...
Masterji: Beta Ghar Ja Kar Mera Naam Toh Nahi Bataoge na?
.
.
.
.
.
.
Bachha maasom awaaz mein bola:-
Ji Main Keh Dunga mera lunch kutta
khaa gaya
by Pak101.com (few years ago!)
A phatan joined Army A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)