Ghaber: yeh hath mujko ko de
Ghaber: yeh hath mujko ko de dy thakur
Thakur: le ly saly mera b ly jai ka b ly veru ka b ly basnti ka b lu immam shb ka b ly pury gao ka le ly
Ghaber sory yar tu to emotional hi ho gya hai
by Pak101.com (few years ago!) / 898 views
Similar Jokes
Dear Kanjoos customer, U have now subcribed kanjoosi package.
You can enjoy saving of sMs.
Your subcription title kanjoos is valid till Allah give U taufiq 2 send sMs.
by lescol (few years ago!)
Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Aya Hua Tha, Kuch
Der Baad Apas Mein Baatein Marne Ke Bad Bola.
Banta: “Yaar Main To Ghar Chala, Aaj TV Pe 40
Feet Ka Saamp Dikhane Wale Hai, Maja Aa Jayega
Dekh Ke”
Santa Udas Hote Hue: “Haan Yaar Maja To Aayega,
Par Main Nahi Dekh Paunga”
Banta: “Kyu?”
Santa: “Kya Karu Mera TV To Sirf 21 Inch Ka Hi
Hai Na“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maa Khushkabri Hai
Sardar On Phone :
Maa Khushkabri Hai
Maa: Bol Beta
Sardar: Hum 2 Se 3 Ho Gaye
Maa :
Mubarak Ho ,Beta Hua Ya Beti?
Sardar:
Meri Biwi Ne Dusri Shadi Karli..
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aik patient Munnabhai k paas aaya, Munna nay us ka chekup kiya aur bola
Munna: Tumharay pass ziyada waqt nahi hai
Patient: Meray pass kitna time hai.
Munna: Dus (10)
Patient: Kya Dus.... Minute..... Ghantay.......... Din......?
Munna: No (9), Aath (8), Saat (7),.......
by Mohammad Ali (few years ago!)
Muje awaz de lena
Kabi icecream lao to
Kabi murghi pkao to
Mujhe awaz de lena
wallet men maal ziada ho
Jo shopping ka irada ho
Muje awaz de lena
Tumhare dress unfit ho
Make up ki extra kit ho
Mujhe awaz de lena
Kabi concert pe jana ho
Kahin hular mchana ho
Zra na tm sharmana
Zra na tm ghabrana
Muje awaz de lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek aurat ne 1 wakil se pocha k talak lene ke liye kia sharayat lazmi hoti hain ? Wakil Bola “Talak lene ke liye aap ko shadi shuda hona zarori hai”
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan TV par bomb rakh kar Pakistan Final match dekh raha tha
.
Bewi ne pocha: Yai kis lie
.
Pathan: Agar yai haar gayi tu pori team ko bomb se ura donga.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Husband: aadhi rat ko wife se, wife ji aik dam se marna behtar hai ya, dam ghut ghut ker marna
Wife: Aik dam marna behter hai.
Husband: Acha to phir apni dosri tang bhi mare oper rakh do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
First Sardar Ji: What are the fastest means of communication ?
Second Sardar Ji: Telephone, Television, Tell-a-woman
Need still FASTER - Tell her NOT to tell ANY ONE.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki Bewi inspector se:
"Mera Showhar 1 haftay pahly bazaar se aalo lany nikla owr abhi tak ghar wapis nahi aya"
.
Inspector bhi sardar tha, bola: To Bahn jee kuch owr paka lo !
by hearthackervsgirls (few years ago!)