TEACHER-pani me rahana
TEACHER-pani me rahana wale 6 jiv jantuo ka nam batao
BOY-mendak
TEACHER- 5 NAM OR BATAO ....
BOY- mendak ki mummy, mendak ka papa, mendak ki behan, mendak ka bhai, or mendak ki GF.
by Pak101.com (few years ago!) / 899 views
Similar Jokes
Punjabi Bank me 500 ka note jama karny gaya!
Banker: Ye note to nakli hai!
Punjabi: Oh, my God is ka matlb hai wo Pathan meri
Free me Gaand mar gaya.
by Abdul Basit (few years ago!)
Malika sherawat ko airport custom par check
karate huye puchha gaya madam iss tifin box main
kya hain.
Malika sherawat: umm tang mat karo isme mere
kapade hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gabbar-Ye Hath Hum Ko De De Thakur,
Thakur-Nahi Yaar Gabbar,
Me Dil Ka Mariz Hu,
Agar Tune Mere Hath Kaat Diye To Mai B.P Kese Check Karwaunga..
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Apne Friend Golu Ko Bata Raha Thha.
Pappu: “ Pichle Hafte Meri Aur
Meri Girlfriend Ki Ladayi Ho Gayi Thi Aur Hum Alag Ho Gaye ”
Golu: “ Fir? ”
Pappu: “ Usne Mujhe Chidane Ke Liye Apne Naye Boyfriend Ke Sath Photo Khinchva Ke Mujhe Bhej Di ”
Golu: “ Ohh, Ye To Bahut Bura Kiya Usne ”
Pappu: “ To Main Bhi Konsa Kam Hun, Utha Ke Photo Uske Baap Ko Bej Di
by Pak101.com (few years ago!)
LECTURER: Write a note on Gandhi Jayanti.
CIRCUIT WRITES: Gandhi was a great man,
but maa kasam i dont know who is Jayanti.
Koi locha-lafda hoga buddhe ka!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Sharab peetay huay ro raha tha,
Kisi ne pocha khan sab ro Q rahe ho??
Pathan: Jis Larki ka naam bholana chah raha hn us ka naam yaad nahi aaraha hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Bejli kahan sai ati hai?
Student: Maire mamo ky ghar sai
Teacher: Wo kaise??
Student: Jab bhi light Jati hai, maire abbu kahty hain "Saalon ne phir bejli band kardi"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Larki Ne Aadhi Rat Ko Larke Ko Fone Kia Or Kaha K Ghar Aa Jaso Ghar Per Koi Nahi He
Larka Chala Gaya
Ghar Per Waqai Koi Nahi The
Tala Laga Hoa Tha
Ha Ha Ha Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Star Plus Serials:
1st Episode:1 Larka or Larki Miltay Hay.
.
78th Episode:Dosti ho JAti ha.
.
124th Episode:
Larka Kya tum Mujsa Shadi Karogi?
.
310th Episode:
Larki:I am Married.
.
540th Episode:
Larki Ka Shohar Mar Gya.
.
570 Episode:
Larka ki Shadi ho gai.
.
630th Episode:
2no Phir Milay Purani Mohabbat zinda Hui.
700th Episode:Larki na larky ki Biwi ko Marnay ki Khosish ki.
.
800th Episode:
Drama Daknay Wala Khud Mar Gaya.
by Mazhar Khan (few years ago!)
BV:
Kya Kr Rhy Ho?
SHOHR:
Makiyan Maar Rha Hun.
BV:
Kitni Maar Lin?
SHOHR:
3 Female,
Or2 Male.
BV:
Male FemaleKa KesyPata Chala?
SHOHR:
3 Sheshy K SamnyBeti Ti,
Or2 NaswarPar.
by A. Sami (few years ago!)