Santa Ki Wife
Santa Ki Wife Ka Rang kala Tha
1din biwi ne Orange Saari pehnkar Pucha
Mai Kaisi Dikh rahi Hu?
.
.
.
Santa: jaise koile ki
factory Me Aag lag Gai ho.
by Pak101.com (few years ago!) / 984 views
Similar Jokes
class teacher boli:
batao bacho zinda rehne k lye kya chez zaruri h
studant:
zor se bola
zinda rehne k lye teri kasam
ek mulakat zaruri h " sanam "
by gazi (few years ago!)
Pathan: Yaar Hamara Biwi Humko Chhor kar Chala Gaya.
Friend: Tum Usko Pyaar Nahi karta Hoga.
Pathan: O Nahi! Qasam Khuda Ka, Saga Behen Samajhta Tha Usko
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar School Ma Hans Raha Tha 1 Larka Bola Chup Kar Jao
Sardar:Kyon, tM koN hO ?
Larka : Mai Monitor Ho.
Sardar bola Mai CPU hon.
by Pak101.com (few years ago!)
pathan ny ek college khola...par kisi ny admission nai lya .........pata hy Q????sub confused thy
.
.
.
.
.
.
.
college ka name tha "WOMEN DEGREE COLLEGE FOR BOYS"
by sarmad abbas (few years ago!)
Santa circket kheal kar aya.
Banta :kitne runs bane the?
Santa:century hone me sirf 99 runs baqi the aur me out ho gia.
Banta:shit yar so close
by Sabir shah (few years ago!)
girl on phone.
Girl: janu i m missing u very much where r u since morninG….
.
.
.
boy: abi tou bat hoi hai hmarai 2 min pehlay.
.
.
.
.
.
.
girl: oh! phr se tujhay hi lg gai call..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Biwi Ko Goli Maar Di, Kyuki Usne Sirf Itna Kaha Tha Ki Main Apni Zindagi "Shaan" Aur "Shoukat" Ke Saath Guzarna Chahti Hu
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boss: Tumhe driver ki job de raha hun. Starting salary Rs.2000/-. Theek hai?
Laloo: U R great sir! Gaddi Start karane ki salary is o.k.......but? ? Gaddi chalane ki salary kitni hai... sir jio?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chor
Ek Gangster
Aur
Ek Murderer
Ek Hi Gadi Me Jaa Rahe The..
Tab
Wo Gadi Kaun Chala Raha Tha
?
?
Socho
?
?
Ek POLICE OFFICER..
by Pak101.com (few years ago!)
Bacha: 1 Litre Aata De Do!
Dukandar: Beta Aata Kilo K Hisab Se Milta Hai..
Dobara Kaho!
Bacha: Bottle Mein 1 Kilo Aata De Do!
Dukandar: Beta Aata Bottle Mein Nahin Ata.
Acha ! Tum Dukandar Bano !
Main Batata Hun K Kaise Laite Hain..
Dukandar: 1 Kilo Aata Dedo!
.
.
Bacha: Bottle Laye Ho?
by Pak101.com (few years ago!)