BANTA ne HAJAMAT ki dukan kholi...
BANTA ne HAJAMAT ki dukan kholi...
SANTA shave karane aaya.
Banta:- Muchh rakhni hai?
Santa- Haan.
Banta (Mucch kat ke)- le rakh le, jahan rakhni hai..
by Pak101.com (few years ago!) / 795 views
Similar Jokes
Jb 1 Aurat dosri se baat karti hy to
Shetan 1 corner me khamoshi beth jata hy
Or
Sirf Seekhta hi nahi hy
Notes Banata Hy Notes.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek chooha sharab k glass me gir gaya.
Wahan se ek billi guzri to usne billi se kaha k mjhy yahan se nikalo phir chahy mjhy kha jana.
Billi ne laat mari or glass gira diya.
Chooha nikal kr bhaga or bil me ja kr khara ho gya
Billi na kaha jhooty, dhoky baaz tm to keh rahy thy k mjhy nikalo beshak mjhy phir kha lena…
Chooha Muskuraya
Or Bola
Jaan naraz mat hona
Us waqt main Nashy mai tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sharabi daaru pee pee kar mar gaya,Lekin marte marte bhi keh gaya ...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Daaru to BRANDED hi peeta
tha..!!
.
.
.
Saala liver hi LOCAL nikla ...
by pinkey (few years ago!)
MATHS teacher to a brillian Pathan Student: How can we divide 8 apples among 6 persons equally?
.
.
Pathan: Juice bana ke
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nurse:your name?
Patient:pappu
nurse:age?
Patint:25 year
nurse:married
patint:no,no,its car accident
by Sabir shah (few years ago!)
2 pandito mei ladai ho rhi thi.
Tisre pandit ne aakr pucha kya hua ?
To 1 pandit bola : jb mei lehsun pyaj ni khata to
isne mere chiken mei dala Q ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
be-izzati
or biwi
ek jaisi hoti hein..
achi tab hi lagti hay, jb doosray ki ho. :-
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi ki shurowaat "S" Se hoti hai.
Sooraj
subah
school
sabaq
service
us k baad shaadi
aur pher
satya naaas.
by Sabir shah (few years ago!)
Husband: You know, our son got his brain from me.
Wife: You are right, I still got mine with me!!!
by Pak101.com (few years ago!)