Kal Fir ek Ladki
Kal Fir ek Ladki Nazar Aa Gayi,
Jiski Pehli Baar Me Surat Dil Ko Bha Gayi,
Le Gaya Dinner Pe Jo Use
Bhookhi 2000 Ka Khana Akeli Kha Gayi.
by Pak101.com (few years ago!) / 1266 views
Similar Jokes
Aik pathan ki biwi mar gayi,
Pathan chup tha magar uski biwi ka lover bohot ziyada ro raha tha.
Pathan ne us se kaha:
O yara tum ro mat,"Hum dobara shaadi kare ga.."
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar:should i buy ticket to my children also?
Conductor:yes,only if the are above 8.
Sardar:thanks Allah i have only 6 children
by Sabir shah (few years ago!)
Funny Teacher: Aaj tum late kyun aaye ho School 8 baje shuru hota hai.
Funny Kid: Madam, Aap meri fikar mat kia karo, School shuru karwa dia karo.pk.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Yar mujhe 1 hathora or keel chahiye computer k lye.
Sales man: Magar computer me inka kya kaam?
Sardar: Oye yaar mujhe computer me windows lagani hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar: Raat mujhe ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya. Friend:Lekin tere pas to hamesha Gun hoti hai. Sardar:Wo maine chupa di thi, warna wo bhi chori ho jati.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta:
Why Is The Police Nick Named
“The Heart Of The Country?”
Santa: It Beats, Beats, Beats
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi ne Hotel me room liya, pohnchtay hi socha k BV ko sms kr dun.Us ne sms likh kr Galat number pr snd kr dia Jis Orat ko mila us k Shohar ka 2 din pehlay inteqal hua tha.Sms Parhtay hi Orat Behosh ho Gai!Likha tha,Begum Me Kheriat se Pohanch Gya hun Idhar Network b Mojud hai Jaga Choti,Pr Shandar Hai Thandi Thandi Hawa Janat Ka Maza Deti Hai,Dhool Matti B Nhi Hy
Mene Jo white Kapre Pehne The Wo Ab Tk Saf Hain!2,4 din me tumko B bula longa.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar Ji and Umbrella
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise
chalega.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Aadmi Aate Jaate Apne Ghar Ke Paas Bethe Bikhari Ko Hamesha Beekh Deke Jaya Karta Tha
Ek Din Bhikhari Ne Aadmi Se Puchha: “Saab, Pehle Aap 10 Rupaye Dete The, Phir 5, Ab 1 Kyun?”
Admi: “Pehle Main Kuwara Tha, Fir Shadi Ki, Ab Bache Hai”
Bhikhari: “Wah Matlab Mere Paison Se Ayashi Ho Rahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar jaldi jao tumare ghar me samundar ka pani ghus gaya hai
Banta: Kyun jhoot bolte ho Ghar ki chabi to mere paas hai
by Pak101.com (few years ago!)