Kal rat mere dost
Kal rat mere dost k Dadaji Uske
spne me aye or kaha "Baccho dil
khol k paap kro.
Q ki nark me
bilkul Jgah nhi hai. Hm khud
diwaro pe baithe hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1013 views
Similar Jokes
Admi: Mujhe Sardar Banado
Doctor: Us Ke Liye Tumhara 50% Dimag Nikalna Paadega
Admi: Nikal Do, Doc Ne Galti Se 90% Nikal Dia
Admi Hosh Ma Aa Ke Bola:
Kocha Ye Tumne Kya Kardiya?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Babar bharat mein kab aaya? Banti: Pata nahi sir
Teacher: Board per nahi dekh sakte naam ke sath hi likha hai
Banti: Mene socha shayad weh uska phone no hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bacha Girl ko Kiss Karte Hue
Ek bacha girl ko kiss karte hue dekh leta hai.
Bacha: mujhe bhi karne do Warna main apke papa ko bata dunga.
Ladki: Le yaar tu bhi karle, Bacha kafi try karta hai, Par wo height me kam reh jata ,
Baccha pareshan ho kar.
Bhaar mein gayi duniyadari
Jo kam galat hai.. Wo galat hai.. Main to bataunga!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan ne Apni Girl Friend ko Kiss kiya or bura sa mun bna k ek side thok diya.
OR kaha
Tum ne amara Naswar ka Maza he kharab kr dia...
by Abdul Hannan (few years ago!)
HUm NyTanhai Mei Bhi Sirf
Tm ko chaha Hai,
“DOST”
Warna log To Tanhai Mein
Nargis ki CD Lga Lety
Hain.
/(‘_’)/
..()
../!
Ve gujra ve
:D
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa! Ik sawal ka jawab to do,
WO konsi ungli hay jis mein haddi nahi hoti?
Pathan! Nahi pata?
Santa! Dastaney ki...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,
kaafi der ho gayi,
Customer gusse mein aa ker bola:
Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho
to Aik kilo de do ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pathan bhari Bus mai ek Larki se Touch ho raha tha
Ek Pathan bhari Bus mai ek Larki se Touch ho raha tha
Larki: Excuse me Aap Acha nahi kar rahy..
Pathan: Itny Rush me is se acha nahi ho sakta……
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jis Ghar mein KUTTA hota hai wahan FARISHTAY nai aate.
Ye MULK hamra ghar hai…
baqi ap samajhdar hain..
Sakhti bhot hai warna tafseel se batay ;)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: "Tum GOA ja rahe ho to
mujhe apne sath kyu nahi le
jate?"
.
.
.
Husband: "Are pagli, Koi
Restaurant jata hai to Tiffin
sath le jata hai kya.?
by Pak101.com (few years ago!)