1 sardar coffee pene jata hai
1 sardar coffee pene jata hai to waiter pochta hai ke hot ya cold coffee.
sardar kahta hai price kya hai. to waiter kehta hai ke hot coffee 5 rupee ki or cold coffee 10 rupee, to sath wale log hot coffee pe rahe they to sardar ne kaha ke jaldi piyo warna 10 rupee dene parhe ge!!
by Pak101.com (few years ago!) / 1208 views
Similar Jokes
Judge: Tumne chori karte waqt biwi bachhon ke bare mein kyon nahin socha? Chor: Socha tha my lord, par dukaan mein sirf men's wear hi the.
by Pak101.com (few years ago!)
:
Yun pareshan na h0 zindagi mein to aatey hi hain dukh sukh
Rail gari chuka chuk
Rail gari chuka chuk
(',')
<((>
_//_
ap to GHALIB nikle
by Mazhar Khan (few years ago!)
2 ‘Pathano’ Ko Bomb Mila
1st Pathan: Chal Police Ko De Aain
2nd Pathan:Agar Bomb Raste Main Phat Gaya To?
1st Pathan: Jhot Bol Denge K phata hoa hi Mila Tha
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-Tum Meri Shadi Mai Aaoge Na?
Banta-Mai Un Logo Mai Se Nahi,
Jo Musibat Ke Waqt Dost ko Akela Chhod De.
Main Zarur Aaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Accident
Man Crying: Mera hath kat gaya.
Bahut dard ho raha hai.
Santa: Abey chup baith.
Wo dekh uska gala kat gaya,
Fir bhi chup-chaap pada hai..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar santa sharab ke nashe mein ek moti suri ke upar ja gira aur uski puchh(tail)pakar kar bola.Mere 3 bachho ki amma roz do chotiyan banati thi aaj 1 choti kis khushi mein bana li?
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bacha apney abba kai saath English movie dekh rahaa tha.
Bacha: Abu, in logon nei chahrey pey rangon kyoon lagaya hai?
Abu: Aisa jang mein hota hai. Yeh hamlai ki tayyari kar rahein hai.
Thori der baad bachey ki ammi aai make up laga kai.
Bacha: Abu abu hoshyaar rahiye, ammi hamley ki tayyari kar rahi hain...
by hearthackervsgirls (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nokar malik se bola: sab yeh kesi bhains le aye hein itni der masalne k baad bhi thora sa doodh nikalti hai
Malik: wo bhains nahi bhainsa hai
Nokar:Pehle batatey mein to kal se apko usi ki chaaye pila rha hoo
by Pak101.com (few years ago!)
100% Majedar joke
.
.
3 Dost Diwali Ke Baad Mile
.
.
.
1st :Mere Daddy 10,000 Ke Patake
Laaye,
Humne 3 Ghante Tak Bajaye,
.
.
2nd: Mere Daddy 15,000 Ke Pataake
Laaye Thhe,
Humne 4 Ghante Tak Bajaye,
.
.
.
.
.
3rd:Daddy Ghar Par Nahin Thhe…
.
.
Toh Mera Bhai 5000 Ka Sirf Ek
Pataaka Laaya Aur Saari Raat Humne
Baari-Baari Bajayaa..;-P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)