Pyar Ho Jata Hai, Ya Karna Padta Hai?
Ek Bar Ek Chinki Ke Ek Dost Ne Us Se Puchha
Boy: “Yaar Chinki Ek Baat To Bata, Ye Pyar Ho Jata Hai, Ya Karna Parta Hai?”
Chinki Huste Hue: “Ladka Handsome Ho To Ho Jata Hai, Aur Agar Ameer Ho To Karna Parta Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 1178 views
Similar Jokes
Pathan: Dr. mujhe raat ko sapne me bandr cricket khelte dikhai dete hain
Dr: yeh dawa aaj se kha lena
Pathan: kal se kha lun
Dr: kyun?
Pathan: aaj final hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Banta: Tumne apni patni ko birthday par diamond ring kiyon di? Voh to car chahti thi na?
Santa: Par mein nakali car kahan se le ke ata?
by Pak101.com (few years ago!)
Boss: Murkh Ho Tum
Tumne Kabhi Ullu Dekha hai?
Santa: Nahi Sir
Boss: Niche kya dekhta ha meri Or
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan was waiting 4 Train with His Wife
Train Aai, Uper Likha Tha "Khyber Mail"
Pathan Bhag kar Charh gaya. Aur Biwi se kaha:
Jab "Khyber Female" Aye To Tm b Charh Jana.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bhikari Pathan se: Mujhe Khany ko kuch mil sakta hai?
.
Pathan: Kal ki roti kha lo gay?
.
Bhikari: Haan Jee Bilkul
.
Pathan: Acha tu phir kal Time se ajana
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Tamam Students se Appeal Hai k Woh apny apny result aany se pehly:
GHAR Ki sab Chaplain, Jharu Aur Wipers chupa den.
A msg From: 'SSF'
'Student Saving Federation
by Pak101.com (few years ago!)
1 Boy School Se Rota Hua Ghar Aaya:
Maa: Beta Kyo Ro Rahe ho?
Boy: Sir Ne Bohat Mara Hai Mujhe!
Maa: Q?
Boy: Sir Mere Dost Ko Daant Rahy Thy To Maine Dost ko Tasalli Di, Aur Ek Misaal di.
Mother: Konsi Misaal?
Boy: Jo Bhonktey Hain Woh Kaat'tey Nahi. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Restaurant pe soup pi raha tha.
Boy: Sardar G soup wich makhi Ae..
Sardar: Dil wada ker yar,
makhi ne kina pe lena ae
by taimur (few years ago!)
Shadi Ki Pehli Raat Pathan Ny
Apni Bivi Ko Gulab Ka Phool Diya..
Bivi: Khan Saab' Hum Ko Ye Nai Chahiye,
Koi Sonay Ki Cheez Do..
Phir Pathan Ny Usay
.
.
.
.
.
.
"Neend Ki Goli" De Di.. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi Apne Bete Se: Oye,Ghabra Mat Tu Sher Da Puttar Hai!
Beta:Ha Papaji
Class Me Miss Bhi Yahi Bolti Hai
Ki Tu Kisi Janwar Ki He Aulad Hai
by Pak101.com (few years ago!)