female
Qudrat Ne
Aurat ko Haseen Banaya.. !!!
Khubsurti Di..
Hirni Si Aankhein..
Resham Se Baal..
Gulab K Pankhriyon Se Hont..
Pyaar Bhra Dil Diya..
Phir Zaban Di:
Aur Sub Satya-Naas Ho Gaya :p
by itrat batool (few years ago!) / 782 views
Similar Jokes
Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath… Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai? Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Pathan English Sekhny goray k pass gya
2 Months k bad Wapis aaya to Usy goray ki Call aayi.
Pathan: Who is Speaking?
Gora: Lala! Hum Bolti hai… Jakson
by Tanveer Hussain (few years ago!)
IPl Ka Josh Dil Main Hai Yaar.
Lekin Exams Ka Bhi Hai bukhar.
Match Main Kisi Ki Jeet Ho Ya Haar.
Par Ham Indian Hai Cricket Ke Is Jashn Ke Liye Tyaar
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: "I killed a person" convert this sentence into future tense. Student: The future tense is "You will go to jail".
by Pak101.com (few years ago!)
Santa 2 Police: Kal rath chor mere ghar se TV ke alava sab samaan le gaye
Police:TV kyon nahi legaya?
Santa:TV to me dekh raha tha is liye.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek bhanebaj kramchari ka dada us ke daftar mein ja ker uske boss se bola: Iss daftar mein sunil naam ka aadmi kaam karta hai, mujhe us se milna hai weh mera pota hai
Boss ne muskura ker kaha: Mujhe afsos hai, aap der se aaye hain, weh aapki arthi ko kandha dene ke liye chutti laker ja chuka hai
by Pak101.com (few years ago!)
Lady To Dukandar:Aisa Sabun Do Jo Kam Ghise Or Nahane K Baad Chehre Pay Laali Laye.
Dukandar Naukar Sy:Madam Ko Ek Eent Ka Tukra Day Do.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aisi Konsi jagaha Hai?
Jahan Ameer se Ameer insaan B
Katori le k khada rehta Hai?
Pani Puri wale k paas.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: aapse milne doctorji aaye hai
Husband: mujhe bukhaar hai. unhe kal aane ke liye bolo
by Pak101.com (few years ago!)
Bv :sath wale ghar me larai hori hai mian bv ki ap bi aik bar jao na
husbnd:me 1,2 bar gaya tha
ye usi ka nateja hai..
by Sabir shah (few years ago!)