Pappu nhi sudhrega ...
Pappu nhi sudhrega ...........
Pappu : Mumy papa na nokrani k
saath. . .
Mom ( bat ko bich me hi kat'te huye) : Bus beta tmharay papa aaye to unke saamnay mujhay batana. . . me aaj dekh lungi unhay. . .
Sham ko jab pappu k papa aaye?!!!
Mom: Haan beta aap subha kya keh rhay thay?
Pappu:
Wo na papa nokrani k sath wohi kr rahay thay jo baju walay uncle aap k saath kartay hain :D :-P
by Pak101.com (few years ago!) / 823 views
Similar Jokes
Ek Faqeer Bachi Se
ALLAH Ky Nam Pe Dy Beta.
Bachi:Mei Beta Nhi Beti Hun.
...
Faqeer:ALLAH Ky Nam Pe Dy Beti.
Bachi:Mera Naam Sabiha Hy.
Faqeer:ALLAH Ky Naam Pe De Sabiha.
Bachi:Mera Poora Naam Sabiha Parveen Hy.
Faqeer:ALLAH Ky Naam Pe Dy Sabiha Parveen.
Bachi: Ye Hui Na Baat.
"Maaf Kro BABA" =D
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ko raaste mai patthar
mila..
Us par likha tha "isse palat do,
kuch ban jaoge
.
.
.
.
"Jaise hi usne palta dusri taraf
likha tha...
.
.
.
.
.
'Mubarak ho tum Bewkuf Ban
Gaye..
by Asim Raza (few years ago!)
Veeru : Is operation se mujhe kuchh ho gaya to isi doctor se shadi kar Lena. Basanti : Aise kyo kah rahe ho? Veeru : Doctor se badla Lene ka yehi 1 rasta hai! Jolly Uncle jollyuncle.com ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Received A Msg "Jin Ko Samjh Mein Nahi Aaya Woh POGO Dekhein"
..
..
..
..
Pathan Replied After 3 Days ....
"Yaar 3 Din Sy POGO Dekh Raha Hoon Samjh Mein Tou Abhi Bhi Nahii Aaya"
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi tha vo jaa raha tha t b usse ek chirag mila ussne chrag ko ragda usme se jinn bahar aaya or bola -3 var deta maang le jo b.
Uss aadmi ne kaha-(1).bahut sara paisa!!
(2).ek bahut bda bangla(mahel).
(3).hamko uskaaaa...........
.
.
.chaukidaar banao!!
by Pak101.com (few years ago!)
Bivi: aaj mere tann-mann me aag laga do.
Shohar ne petrol daal k aag laga di.
Moral: jazbaat ka izhaar aasan alfaz mein kren.
Shukriya Rescue 1122
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail ka inteqal ho gya.
Uska dost uske B.V k pas aya aur bola:
Kya mei us ke jga le skta hun?
.
B.V:Mujhe tu koe etraaz nhe
.
.
.
Qabristan walo se pooch lo !!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Miss:Tum Late kiyon Aaye,
school 8 baje shuru Hota Hai.
Phir dair kiyon ki?
Student:Miss aap meri itni Fikar
mat kiya karo Dost SHAK karte hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
“Bharat mera desh hai aur sabhi bhartiya mere bhai-behen hai”
Ise do Indian ne follow kiya hai
& thats true Indian
1. Rajiv Gandhi
2. Sania Mirza
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : had ur lunch.?
Husband : had ur lunch.?
Wife : i m asking you
Husband : i m asking you
Wife : u copying me.?
Husband : u copying me?
Wife : lets go shopping
Husband :Yes i had my lunch
by pinkey (few years ago!)