Samnay wali budhi nu smile daini hai
Dada: Puter ander sey merey dant tu ley aa,
Beyta: Mager dada g roti tu abhe bani nhe,
Dada: ohh nhee! beyta samney wali Budhi nu smile deyni hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1297 views
Similar Jokes
Us k Baazoo Thay,
Mere Kandhon Par,Or Wo Be-Naqaab Thii...,
Haaaayyyyyeee
Kya Guzri Raat, yaro.
Ghazab Ka Khuwab Thaa...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa : Tumhari biwi ka kya naam hai?
Banta : Google Kaur.
Santa : Ye kaisa naam hai?
Banta : Yaar mein jaha bhi hota hoon, wo mujhe dhoondh hi leti hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Larkay waly:
bus g juldi se shadi kr daen.
Larki walay:
Nai abi larki parh ri hy
Larkay walay:
To hamara larka kon sa kaka hy jo kitabein phaar dy ga:-).
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Once a Pathan was Asked:
"Khan Sahab! Aap ka Favorite Song kon sa Hai?"..
Khan Sahab Replied:...."Larki Kyon Najanay Kyon, Larkon Si Nahi Hoti."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dr. adhi raat ko utha or biwi se bola-main ja raha hu,hospital se Phone aaya hai emrgncy hai.
Wife-kisi ko to apni maut marne diya karo. .:
by Pak101.com (few years ago!)
Shohar martay waqt apni Biwi se: Mere marne k baad tum Shafiq se shaadi karna.
Biwi heraani se: Who kion?
Shohar: Meri us k saath jhagra hua tha aur main us se badla lena chahta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Apne Kutty K Sath Film SHOLAY Dekhne Gaya
HERO Ne Kaha BASANTI In Kutton Ke Samne Mat Nachna
Pathan Khara Ho Kar Bola:
Kutty Ka Ticket Lia Hai
Tera Baap Bhi Nache Ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Imran: “ iss gaye (cow) ke singh kiun nahi hain?
Jalal: “ baaz ke paidaishi nahi hote, baaz ke larayi jhagray mein toot jate hain, baaz ke hum khood kaat dete hain lekin jis kit tum baat kar rahe ho yeh, gaye nahi gadha hai.”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Waldain se barh kar is dunia me kuch nai hai.
So,
jaldi se shadi kar lu aur waldain ban jao
by Sabir shah (few years ago!)
professor to a student in classroom.
.
.
"hey" apne baaju wale ko utha....!
.
.
.
.
.
.
Student-
.
.
.
"tune sulaya hai to tu hi utha..
by Pak101.com (few years ago!)